Chaand Kaa Tukdaa (1994) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Chaand Kaa Tukdaa 1994 Information of Bollywood movie Chaand Kaa Tukdaa (1994)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Chaand Kaa Tukdaa released in year 1994.

Genre Action, Comedy, Drama

Persons
Actor
Salman Khan, Sridevi Kapoor, Anupam Kher, Shatrughan Sinha
Director
Saawan Kumar Tak
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Hindustani nariyan joh hoti hai chikni machliyon ki tarah hoti hai … haath se phisal jaati hai
by Anupam Kher
in Women
tagged as: Animals & Birds, Women

~~ ~~
2) Joh main dikhai deta hoon woh main nahi hoon … aur joh hoon woh dikhai nahi deta
by Anupam Kher
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Ladki ke dil mein vishvas ka diya jalane ke liye sirf Shammi Kapoor style mein ganaa gana kaafi nahi hota … Dilip Kumar aur Raaj Kumar ki tarah emotional scene bhi karne padte hai
by Anupam Kher
in Comedy
tagged as: Comedy, Music

~~ ~~
4) Hamari nazaren hamesha aasmaan ke sitaaron pe rehti hai … zameen ki dhool hum mein pasand nahi
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Aag petrol ko nahi chhodti … nevla saanp ko nahi chhodta … aur jab main paison ka hisaab jodhta hoon toh main apne baap ko nahi chhodta
by Anupam Kher
in Shayari
tagged as: Animals & Birds, Money, Shayari

~~ ~~
6) Kisi ke kaan mein heera, kisi ki aankh mein heera … mujhe heeron se kya lena, mera mehboob hai heera
by Anupam Kher
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
7) Insaan chahe zaalim ho ya masoom … woh atyachar karne ke liye bandook uthaye ya atyachar mitaane ke liye … kanoon ki nazaron mein mujrim ban jaata hai
by Shatrughan Sinha
in Thief & Criminal
tagged as: Law & Order, Thief & Criminal

~~ ~~
8) Lover ko pareshan karna Hindustani nariyon ki adayen hoti hai
by Anupam Kher
in Women
tagged as: Comedy, Women

~~ ~~
9) Meri aankhon ko gaur se dekh … in mein tujhe teri chitta ki jalti hui aag dikhai degi … tujhe teri astiyon ki raakh dikhai degi … teri zindagi ko maine jis khaak mein mila diya tujhe woh khaak dikhai degi
by Raza Murad
in Rowdyism
tagged as: Life, Rowdyism

~~ ~~
10) Joh samundar mein gotha lagate hai woh bheegkar jaate hai … aur joh bar mein aate hai woh do-do peg peekar jaate hai
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Chaand Kaa Tukdaa (1994), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *