Charas (1976) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Charas 1976 Information of Bollywood movie Charas (1976)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Charas released in year 1976.

Genre Action, Drama, Romance

Persons
Actor
Dharmendra, Hema Malini
Director
Ramanand Sagar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Joh aurat kisi ke pyar ki kasam kha chuki ho … woh paraye mard ke haath lagne se hi mar jaati hai
by Hema Malini
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
2) Khushi toh naam hai tumse nazar milane ka … nazar milana ek bahana hai dil lagane ka
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
3) Lalach insaan ko ek pagal kutta bana deti hai … joh apne malik ko bhi kaat leta hai
by Dharmendra
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~ ~~
4) Mere dil mein toh ek jwalamukhi hai jiske dhadakte sholon mein … in logon ko zinda jala dene ko jee chahta hai
by Aruna Irani
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Pyar ek panchi hai joh aasman ki bulandiyon tak udhna chahta hai … magar insaan ke farz aur majbooriyan usse dharti se door nahi jaane deti
by Dharmendra
in Romance
tagged as: Animals & Birds, Drama, Romance

~~ ~~
6) Tum asteen ke woh saanp nikle jiska kaata pani tak nahi maangta
by Dharmendra
in Drama
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
7) Har smuggler desh ka gaddar hota hai … aur charas ka smuggler apne desh ka hi nahi … sari insaaniyat ka dushman hota hai
in Thief & Criminal
tagged as: Enemy, Thief & Criminal

~~ ~~
8) When I kill them … they stay dead
by Amjad Khan
in Action
tagged as: Action

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Charas (1976), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *