Chauraha (1994) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Chauraha 1994 Information of Bollywood movie Chauraha (1994)

Details on Dialogues from Bollywood movie Chauraha released in year 1994.

Dialogues
1) Main jis file ko kholta hoon na … woh mujrim ko jail mein bandh karne ke baad hi bandh karta hoon
by Jeetendra
in Thief & Criminal
tagged as: Thief & Criminal

~~ ~~
2) Bure waqt se badi khatarnak koi cheez nahi hai is duniya mein
by Jackie Shroff
in Time
tagged as: Time

~~ ~~
3) Main bhi kitna harami hoon, dono taraf dhol bajhata hoon … udhar se maal kamata hoon, idhar se naam kamata hoon
by Shakti Kapoor
in Shayari
tagged as: Comedy, Money, Shayari

~~ ~~
4) Yahan ki fikar wahan ka khayal rakha hai … badi ada se dono jahan sambhal rakha hai
by Shakti Kapoor
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
5) Raajneeti ke mandi mein joh sabse sasti cheez bikti hai … woh hai police
by Jackie Shroff
in Police
tagged as: Police, Politics

~~ ~~
6) Aankh ka andha toh laathi ka sahara lekar tedhe-medhe raaston par bhi chal sakta hai … lekin akal ka andha seedhe raaste par bhi thokar ka jaata hai
by Danny Denzongpa
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Kagaz phadne se likhai mitt sakti hai lekin sachai nahi
by Jeetendra
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~ ~~
8) Hum hai police ki naak ke baal, insaaf ki dhaal, havaldar Bankelal … chal do rupai nikaal
by Shakti Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy, Money, Police

~~ ~~
9) Gunahghar us waqt tak mashoor rehta hai jab tak police dheel deti hai … lekin jab police kanoon ki rassi kheenchti hai toh bade bade mujrimon ke gale mein phasi ka phanda hota hai
by Jeetendra
in Thief & Criminal
tagged as: Law & Order, Police, Thief & Criminal

~~ ~~
10) Doobara is basti mein Baba Bhatti jab aayega toh zulm ki woh haddi bankar aayega … joh tumhare gale mein aaise phasegi … ki na tum usse nighal sakoge, na tum usse ughal sakoge
by Danny Denzongpa
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
11) Pachees se tees baras tak ki umar ka pyar … pukhta, sanjeeda, kisi bade maidan ke seene par behte hue dariya ki tarah gambhir aur shaant hota hai … aur bees se ekkees ki umar mein … kisi oonchi pahadi se girta hua apsar ki tarah gungunata hua, athkeliyan sa karta hua … aur pandra se solah ki umar mein … paakh, bechain, apne ird-gird ki har cheez se laparwah … bilkul aapki tarah
by Jackie Shroff
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
12) Meri fitrat hai goongo se bulvana, bhairon ko sunane ke liye majboor kar dena aur jhooton ki zubaan se sach ughalvana
by Danny Denzongpa
in Rowdyism
tagged as: Lies & Cheating, Rowdyism, Truth & Honesty

~~ ~~
13) Jab hum pehda hue the toh raat ke barah bajhe the … aur raat ke barah bajhe sirf shaitan pehda hua karte hai
by Danny Denzongpa
in Time
tagged as: Rowdyism, Time

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Chauraha (1994), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *