Information of Bollywood movie Chhaila Babu (1977)
Details on Dialogues from Bollywood movie Chhaila Babu released in year 1977.
Dialogues
1) Goli ke bagair pistol bekaar hai … aur akal ke bagair dono bekaar hai
by Rajesh Khanna
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
2) Is duniya mein apne zakhm dikhane nahi chahiye … varna yeh log marham ki jagah usse namak se bhar dete hai
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama, World & Universe
~~ ~~
3) Yeh haath bada ziddi hai … gardan pakad le toh dum nikaal ke chhodta hai … aur haath pakad le toh apna ke chhodta
by Rajesh Khanna
in Romance
tagged as: Romance, Rowdyism
~~ ~~
4) Malik ne hamari mitti kuch special kisam ki banai hai … ki jis saanche mein dalo wohi roop dharan kar leta hai … agar tange mein behta do toh tangewaala ban jata hoon, agar hawaijahaz mein behta do toh pilot ban jata hoon … masjid mein mulla, mandir mein pandit … aur agar dil mein behta do toh dilwaala
by Rajesh Khanna
in Transportation
tagged as: Religion & God, Romance, Transportation
~~ ~~
5) Khuda meherban toh gadha pehelwan … sambhal meri jaan … ek hi vaar mein dikhaon Hindustan
by Rajesh Khanna
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Religion & God
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Chhaila Babu (1977), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply