Daulat Ki Jung (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Daulat Ki Jung 1992 Information of Bollywood movie Daulat Ki Jung (1992)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Daulat Ki Jung released in year 1992.

Genre Action, Drama

Persons
Actor
Aamir Khan, Juhi Chawla, Paresh Rawal, Kader Khan
Director
S.A. Kader
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Daulat insaan ki zaroorat hoti hai … lekin agar woh kamzori ban jaye, toh phir musibat ban jaati hai
by Kader Khan
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
2) Pyar mohabbat ka rishta … kisi pabandi ka mohtaj nahi hota
by Aamir Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Lalach ki zameen par daulat ki fasal kabhi nahi ughti
by Aamir Khan
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
4) Kehte hai gusse mein ladki ki khubsoorati aur badh jaati hai
by Aamir Khan
in Women
tagged as: Romance, Women

~~ ~~
5) Adhikar maange se nahi milta … usse cheenna padta hai
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Girne waala gehrai thodi dekhta hai
by Paresh Rawal
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
7) Daulat ki jung mein toh sab jayaz hai
by Tiku Talsania
in Money
tagged as: Drama, Money, War & Battle

~~ ~~
8) Shaitaan chahe mahal mein rahe yah jhopde mein … woh shaitaan hi kehlata hai
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Daulat Ki Jung (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *