Deewaar (1975) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Deewaar 1975 Information of Bollywood movie Deewaar (1975)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Deewaar released in year 1975.

Genre Action, Crime, Drama

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Neetu Singh, Nirupa Roy, Parveen Babi, Madan Puri, Manmohan Krishna, Iftikhar Sudhir, Jagdish Raj, Kuljit Singh, Raj Kishore, A.K. Hangal
Director
Yash Chopra
Producer
Gulshan Rai
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata
by Amitabh Bachchan
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
2) Mere paas maa hai
by Shashi Kapoor
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
3) Aaj khush to bahut hoge tum?
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama, Happiness

~~ ~~
4) Koi is liye pee raha hai ki din bhar kaam kiya, thak gaye … koi is liye pee raha hai ki aaj din bhar kuch nahi kiya, bore ho gaye … koi is liye pee raha hai ki aaj doston ke saath hai … aur koi is liye pee raha hai ki aaj dost saath nahi
by Parveen Babi
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Friendship

~~ ~~
5) Jab tak ek bhai bol raha hai, ek bhai sun raha hai … jab ek mujrim bolega, ek police officer sunega
by Shashi Kapoor
in Family
tagged as: Family, Police, Thief & Criminal

~~ ~~
6) Main jab bhi kisise dushmani mod leta hoon … saste mehenge ki parvah nahi karta
by Amitabh Bachchan
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
7) Isse apni jeb mein rakh le Peter … ab yeh taala main teri jeb se chabi nikaalkar hi kholoonga
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
8) Sapne bhi samundar ki leharon ki tarah … haqeeqat ki chattanon se takraate hi toot jaate hain
by Amitabh Bachchan
in Dreams
tagged as: Dreams

~~ ~~
9) Zyada paisa aaye toh neend nahi aati … neend aaye toh zyada paisa nahi aata
by Shashi Kapoor
in Money
tagged as: Comedy, Money

~~ ~~
10) Jao pehle us aadmi ka sign lekar aao jisne mere haath pe yeh likh diya tha … uske baad mere bhai tum jis kagaz pe kahoge main uspe sign kar doonga
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
11) Tu abhi itna amir nahi hua beta … ki apni maa ko khareed sake
by Nirupa Roy
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
12) Car se aane waale aksar derr se aate hai
by Shashi Kapoor
in Transportation
tagged as: Drama, Transportation

~~ ~~
13) Suna hai lift ki deewaaron ke kaan nahin hote
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
14) Aaj mere paas buildingey hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai … kya hai, kya hai tumhare pass?
by Amitabh Bachchan
in House
tagged as: House, Money, Transportation

~~ ~~
15) Bhai, tum sign karoge ya nahin?
by Shashi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
16) Yeh duniya ek third class ka dibba ban gayi hai … jagah bahut kam hai, musafir zyada
by Shashi Kapoor
in World & Universe
tagged as: World & Universe

~~ ~~
17) Uff tumhare ussool, tumhare adarsh … kis kaam ke hai tumhare ussool … tumhare saare ussoolon ko goond kar ek waqt ki roti nahi banayi ja sakti
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
18) Jis kaam ke liye aapne mujhe rakha hai … woh kaam kaise kiya jayega … yeh soochna bhi mera kaam hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
19) Paisa nahi toh kuch aur sahi … har insaan ki koi na koi kamzori zaroor hoti hai
by Sapru
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
20) Jis raaste par main chal raha hoon uska anjaam shayad bura bhi ho sakta hai … lekin jis raaste pe tum chal rahe ho uska anjaam sirf bura hi hota hai bhai
by Shashi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
21) Meri maa mujhe wapas dedo
by Amitabh Bachchan
in Parents
tagged as: Parents

~~ ~~
22) Tumhari jaisi ladkiyan apna naam … kapdon ki tarah badalti hai
by Amitabh Bachchan
in Women
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy, Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Deewaar (1975), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *