Deewana Mujh Sa Nahin (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Deewana Mujh Sa Nahin 1990 Information of Bollywood movie Deewana Mujh Sa Nahin (1990)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Deewana Mujh Sa Nahin released in year 1990.

Genre Romance

Persons
Actor
Aamir Khan, Madhuri Dixit, Jainendra, Khushboo
Director
Nageshwara Rao Y, M. Parvez
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Khamoshi mein joh baat kahi jaati hai … usse samajhne ke liye ek dard bhara dil chahiye
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Woh meri zindagi hai, meri aatma hai … woh meri hai bilkul ussi tarah jis tarah is seene mein dhadakta hua dil mera hai … is seene mein chalti hui saans meri hai … in ragon mein daudta hua khoon mera hai
by Aamir Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Samajh samajhke samajh ko samajho … samajh samajhna bhi ek samajh hai … samajh samajhke na joh samajhe meri samajh mein woh nasamajh hai … teri samajh hi samajh nahi hai, samajh parayi ko bhi toh samajho … samajh parayi ko joh na samajhe … meri samajh mein woh nasamajh hai
by Satyendra Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy, Poem

~~ ~~
4) Chai ki chah hai kuch aur nahi hai … ek cup agar mil jaye parvah nahi hai
by Satyendra Kapoor
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
5) Badna daam ka poocho na tum aaj ke is zamane mein … subah joh thi char aane mein, shyam mein hai woh barah aane mein
by Satyendra Kapoor
in Shayari
tagged as: Money, Shayari

~~ ~~
6) Paise mein kya rakha hai, baat karo tum prem pyar ki … paise ki keemat sasti hai, mehengi dosti yaar ki
by Satyendra Kapoor
in Shayari
tagged as: Friendship, Money, Shayari

~~ ~~
7) Kal se bekal hoon kisi kal mujhe kal nahi aati … kal joh aa jaati mujhe kal toh bekal aati
by Satyendra Kapoor
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
8) Yun toh bhuj chuka hai tumhare husn ka hookah … aare ek hum hai joh gudh-gudhaye jaate hai
by Satyendra Kapoor
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
9) Na maal tera, na maal mera … yeh maal hai bas maal-e-ganimat … badhe buzurgon ne sach kaha hai … maang mat, maang mat, maang mat
by Satyendra Kapoor
in Money
tagged as: Money, Shayari

~~ ~~
10) Apni toh khair man gayi jab aap aayi thi yahan … dhoonda kiye khud hi ho, jaane kahan kahan
by Satyendra Kapoor
in Shayari
tagged as: Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Deewana Mujh Sa Nahin (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *