Dhadkan (2000) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dhadkan 2000 Information of Bollywood movie Dhadkan (2000)

Details on Persons, Dialogues, Mistakes from Bollywood movie Dhadkan released in year 2000.

Genre Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Sunil Shetty, Mahima Chaudhry
Director
Dharmesh Darshan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Main tumhe bhool jaon yeh ho nahi sakta … aur tum mujhe bhool jao yeh main hone nahi doonga
by Sunil Shetty
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Meri kismat mujhpe kya rohegi … tumhari mohabbat joh mere saath hai
by Sunil Shetty
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny, Romance

~~ ~~
3) Nafrat ko sirf mohabbat se jeeta ja sakta hai … sirf mohabbat se
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
4) Koi bhi mazaak karlo … lekin apne se bichadne ki baat mazaak mein bhi mat karna
by Sunil Shetty
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Tumhare haathon mein woh rekhayein hai, joh mere haathon mein nahi hai … tumhare maathe pe woh lakeerein hai, joh mere maathe par nahi hai
by Sunil Shetty
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
6) Kyun main jeet ke bhi haar gaya … aur woh haar kar bhi jeet gaya?
by Sunil Shetty
in Victory & Success
tagged as: Defeat & Failure, Drama, Victory & Success

~~ ~~
7) Joh izzat, shradha, pyar ek beti de sakti hai … woh ek beta kabhi nahi de sakta … lekin main yeh bhool gaya tha … joh sharmindgi, joh zalalat ek beti de sakti hai … woh bhi ek beta kabhi nahi deta
by Kiran Kumar
in Women
tagged as: Drama, Men, Women

~~ ~~
8) Kaun saala marta hai … aur agar marr bhi gaya memsaab … toh hamesha ke liye dhadkunga tumhare seene mein … tumhari dhadkan bankar
by Sunil Shetty
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Bahut waqt ke baad … yeh waqt aaya hai
by Sunil Shetty
in Time
tagged as: Drama, Time

~~ ~~
10) Tum log sab jhoot bol rahe ho … najane kitne din, kitne mahine, kitne saal jhoot pe jhoot pe jhoot bolte aaye … aur main chup chap bardaasht karta raha
by Akshay Kumar
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating

~~ ~~
11) Is janam toh kya … woh saat janamon tak jeet nahi sakta
by Sunil Shetty
in Victory & Success
tagged as: Victory & Success

~~ ~~
12) Tu kal bhi badtameez tha … tu aaj bhi badtameez hai
by Kiran Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
13) Main tumhari har baat manne ko tayaar hoon, lekin yeh baat manne ko tayaar nahi ki iske charitra pe daag hai
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Hamare gehre vishvas ke rishtey mein … tumne apne dil mein kuch gehre raaz chupaye hai
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
15) Syana woh hota hai joh waqt ke rukh ko dekhkar, jhukna seekhe … aur rukh badalte dekhkar, dushman ko jhukana seekhe
by Sushma Seth
in Time
tagged as: Drama, Enemy, Time

~~ ~~
16) Duniya mein shayad hi aise koi maa baap honge joh apni aulaad ko zakhm dena chahenge … lekin na jaane kitni aisi anginat aulaadein hai … joh apne maa baap ka seena zakhmon se challi kar dalti hai aur uff tak nahi karti
by Kiran Kumar
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
17) Iski subah suna rahi hai iske raat ka fasaana
in Comedy
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
18) Rishteydari ki keemat toh chukani hi padti hai is desh mein
by Parmeet Sethi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
19) Achchai se hi burai ko maara ja sakta hai … neki se hi baddi ko mitaya ja sakta hai … shanti se hi kisi ki mann ki jalan ko hataya ja sakta hai
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama, Inspiration

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Mistakes
19) During the song Dulhey ki Sehera suhaana lagtaa hain, Akshay Kumar’s family is shown to consist of Sushma Seth, Parmeet Sethi and Navneet Nishan.
So how come after this song, Navneet Nishan is not shown again, a different actress is playing the third family member.

in Scene

~~ ~~
19) During the half of the movie Sunil Shetty tells that now he has 500 crores of property. From where this 500 crores property comes.

in Plot

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dhadkan (2000), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *