Dhartiputra (1993) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dhartiputra 1993 Information of Bollywood movie Dhartiputra (1993)

Details on Dialogues from Bollywood movie Dhartiputra released in year 1993.

Dialogues
1) Ghar ka doodh chahe jitna shudh ho … baazar ki chai peene ka kuch mazaa hi aur hota hai
by Raza Murad
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, House

~~ ~~
2) Agar tum mere aur meri duty ke beech aaye … toh main tumhare aur tumhari saanson ke beech aa jaonga
by Mammootty
in Drama
tagged as: Drama, Job & Career

~~ ~~
3) Oonchai par rehne waale ko har waqt sar jhukakar baat karni padti hai … aur neeche waale hamesha sar uthakar baat karte hai
by Mammootty
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Duniya mein sab kuch mil jaye, sab kuch … lekin maa nahi mili, toh samjho kuch nahi mila
by Mammootty
in Parents
tagged as: Parents

~~ ~~
5) Joh log aag aur tezaab se bhi nahi jalte … woh kabhi kabhi aasoonyon se jal jaate hai
by Mammootty
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Kal jab suraj doobega toh sirf aasman hi nahi … hamare dushmano ke khoon se dharti bhi laal ho jayegi
by Danny Denzongpa
in Enemy
tagged as: Action, Enemy

~~ ~~
7) Marna toh ek din sabko hai, lekin mujhe uski maut … maut se pehle chahiye
in Death
tagged as: Death

~~ ~~
8) Poore tirange ki toh baat hi chhodo … iske ek ek dhage par jaan lutane waale kal bhi lakhon the aur aaj bhi lakhon hai … Jai Hind!
by Shahbaz Khan
in Patriotism
tagged as: Life, Patriotism

~~ ~~
9) Main bhi azaadi ke pehle waali aurat nahi hoon … joh chehre ki aarti utara karti thi … main toh un mein se hoon joh badan se chehra utaar leti hoon
by Farha Naaz
in Women
tagged as: Rowdyism, Women

~~ ~~
10) Main tumhe ek saath kahi mautein doonga
by Danny Denzongpa
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
11) Auraton ke taanon se toh barf se bhi sholay uthne lagte hai
by Danny Denzongpa
in Women
tagged as: Women

~~ ~~
12) Zalim aakhir bahut kangaal hote hai … woh maut ke alava aur kuch nahi de sakte
by Jaya Prada
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
13) Aadmi chahe jitna bhi teda ho … arthi sabki seedhi hi nikalti hai
by Danny Denzongpa
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
14) Reghistan chahe kitna hi bada ho … usse zyada vazan us mutthi bhar mitti ka hota hai … jisne kisi paudhe ko janam diya ho
by Jaya Prada
in Drama
tagged as: Drama, Flowers & Trees

~~ ~~
15) Joh awaaz bhooke pet se nikalti hai … woh door door tak jaati hai
by Farha Naaz
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
16) Oonchai se pani ki dhar bhi gire … toh pathar mein suraakh ho jaata hai
by Danny Denzongpa
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
17) Duniya mein hajaam aur doctor hi aaise hote hai … jinke haathon mein ustra hone ke bawajood bhi … haskar log unke samne gardan jhuka dete hai
by Danny Denzongpa
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
18) Mere suhaag mein bhale hi khot tha … lekin mere sindoor mein koi milavat nahi thi
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife

~~ ~~
19) Mohabbat husn nahi dekhta aur inteqam umar nahi dekhta
by Danny Denzongpa
in Revenge
tagged as: Revenge

~~ ~~
20) Ek vidhva stree us maumbatti ki tarah hoti hai jis mein dhaga nahi hota … aur aaisi maumbatti aag se pighal toh sakti hai lekin jal nahi sakti
by Jaya Prada
in Drama
tagged as: Drama, Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dhartiputra (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *