Dil (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dil 1990 Information of Bollywood movie Dil (1990)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Dil released in year 1990.

Genre Comedy, Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Aamir Khan, Madhuri Dixit, Saeed Jaffrey, Anupam Kher
Director
Indra Kumar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Isko din mein dikh gaya tara … kya kheench ke chaata mara
by Deven Verma
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
2) Aaj mujhe pata laga hai ki main ek aise tangdil insaan ka beta hoon … jiske paas apne bete ko dene ke liye aashirwad bhi nahi
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Hum saath jee nahi sake toh kya hua … saath mar to sakte hai
by Madhuri Dixit
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
4) Main kisi ke saath mazaak kar sakta hoon … lekin uski izzat ke saath nahi khel sakta
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Jise main jigar ka tukda samjhta tha, usne mere jigar ke tukde tukde kar diye … jise main aankh ka tara samajhta tha, usne badnaami ka kajal banke mera mooh kala kar diya
by Saeed Jaffrey
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
6) Pyar ki keemat aatey daal ke taraazo mein rakhkar nahi toli jaati … sooli par chadkar aankhi jati hai
by Aamir Khan
in Romance
tagged as: Death, Food & Drinks, Romance

~~ ~~
7) Bachpan mein mujhe sikhaya gaya tha … kisi airi gairi cheez ki mooh nahi laga karte
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Zamanat ho nahi sakti, shanivar ko itvar ko … main kisi ko chhod nahi sakta, na dost ko na yaar ko
by Deven Verma
in Shayari
tagged as: Comedy, Friendship, Shayari

~~ ~~
9) Makaan tha kabhi, ab khandar viran lagta hai … tera thopda Panipat ka maidan lagta hai
by Deven Verma
in Shayari
tagged as: City & Places, Comedy, Shayari

~~ ~~
10) Ladki thi jawaan, mamla tha sangeen … jana tha Japan, pahunch gayi Cheen
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
11) Apna toh seedha hisaab hai … pati toh pati, varna rakhi ready
by Aamir Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
12) Yaar yeh ladki hai ya tezaab banane ka formula?
in Comedy
tagged as: Comedy, Women

~~ ~~
13) Is chaku se aaj tak kaddu, tinde aur tamatar katte aaye hain … lekin aaj, aaj main katunga
by Aamir Khan
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
14) Joh thappad dikhayi nahi deta … woh zyada gehri chot karta hai
by Anupam Kher
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
15) Woh aake gire hum pe bijli ke khambe ki tarah … khuda ki kasam current kha ke mazaa aa gaya
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
16) Agar tumhare ishq ko koi laal jhanda dikhayega … yakeen karo yeh ghalib unko dhanda dikhayega
by Deven Verma
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dil (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *