Dil Aashna Hai (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dil Aashna Hai 1992 Information of Bollywood movie Dil Aashna Hai (1992)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Dil Aashna Hai released in year 1992.

Genre Romance

Persons
Actor
Shahrukh Khan, Dimple Kapadia, Jeetendra, Mithun Chakraborty, Amrita Singh, Sonu Walia, Kabir Bedi, Nassar Abdulla, Pankaj Udhas, Raza Murad, Amarjeet Mukherjee, Farida Jalal, Beena Banerjee, Sushma Seth, Sulabha Deshpande, Renu Dhariwal, Mohan Agashe, Ram Mohan, Satyendra Kapoor, Shiva Rindani, Bob Christo, Bhushan Tiwari
Director
Hema Malini
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Har tawaif dalle se zyada pyar ke shabd se nafrat karti hai
by Divya Bharti
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Bachchon ke liye kitaabein likhna bahut asaan hai … magar unke liye loriyan gaana bahut mushkil hai
by Amrita Singh
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Sar par chhat ho na ho … paon ke neeche ek zameen ka tudka toh chahiye
by Divya Bharti
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Haar tab hoti hai jab haar maan li jaye
by Shahrukh Khan
in Defeat & Failure
tagged as: Defeat & Failure, Inspiration

~~ ~~
5) Pyar bheek se nahi milta
by Shahrukh Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Aisa hamesha zaroori nahi hai ki jis raaste par maa baap chale … ussi raaste par aulad bhi chale
by Shahrukh Khan
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
7) Khilono aur tohfo ki bachchon ko itni bhook nahi hoti jitni maa baap ke pyar ki
by Sonu Walia
in Parents
tagged as: Drama, Inspiration, Parents

~~ ~~
8) Jalan ka bhi mohabbat mein ek khaas maqam hai
by Sonu Walia
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Ladki aisi honi chahiye … thodi si namkeen, thodi si khatti, thodi si meethi … rang aisa ki chandni ki ujaale mein jaise thoda sa shaam ka andhera shamil ho
by Shahrukh Khan
in Women
tagged as: Romance, Women

~~ ~~
10) Dalle aur pille ke saath ek jaisa suluk karna chahiye … agar baat se na maane, toh laat maarni chahiye
by Shahrukh Khan
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
11) Sharton par pyar nahi hota
by Mithun Chakraborty
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
12) Khata ek pal ki hoti hai … lekin uski sazaa saalon saal tak bhugatni padti hai
by Sushma Seth
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Jhoot ka bhi rajneeti mein ek khaas maqam hai
by Sonu Walia
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Politics

~~ ~~
14) Jaane kya badalon ke darmiyan saazish hui … uska ghar mitti ka tha, uske hi ghar baarish hui
by Sonu Walia
in Shayari
tagged as: House, Shayari, Weather

~~ ~~
15) Ishq ke saamne zamane waale haarte aaye hai
by Kabir Bedi
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
16) Jitna bada aadmi, utna hi lamba intezaar
by Raza Murad
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
17) Sharifon ka libaaz pehenne se … awargi sharafat nahi ban jaati
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Drama

~~ ~~
18) Unke dekhne se joh aa jaati hai chehre pe raunak … woh samajhte hai bimaar ka haal achcha hai
by Mithun Chakraborty
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
19) Jawani bhi aisi hi car hai jis mein brake nahi hota
by Sushma Seth
in Transportation
tagged as: Comedy, Transportation

~~ ~~
20) Halaat ki majboori se agar insaan keechad mein gir jaaye … toh uska khoon ganda nahi ho jaata
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
21) Chor jab maal pakadta hai, toh usse tijori thodi yaad rehti hai?
by Mohan Agashe
in Thief & Criminal
tagged as: Comedy, Thief & Criminal

~~ ~~
22) Duniya mein tu aayi hai ashk peene ke liye … muskurana hi padega tujhe jeene ke liye
by Jeetendra
in Shayari
tagged as: Drama, Sadness, Shayari

~~ ~~
23) Race mein daudte waqt khiladi ke paon jitni tezzi se uthte aur girte hai … utni hi tezzi se naachte waqt kisi tawaif ke paon uthte aur girte hai … speed barabar hoti hai, par khiladi apni race jeet leta hai … aur tawaif naachte naachte ek hi jagah par apna dum todh deti hai
by Kabir Bedi
in Sports & Games
tagged as: Drama, Sports & Games, Victory & Success

~~ ~~
24) Yaadon ka insaan ki zindagi mein ek khaas maqam hai
by Sonu Walia
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
25) Yeh zindagi, milna bichadna … sab lakeeron ka khel hai
by Mithun Chakraborty
in Life
tagged as: Life, Luck & Destiny

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dil Aashna Hai (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *