Dil Deke Dekho (1959) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dil Deke Dekho 1959 Information of Bollywood movie Dil Deke Dekho (1959)

Details on Dialogues from Bollywood movie Dil Deke Dekho released in year 1959.

Genre Musical, Romance

Dialogues
1) Marzi ho toh sooli par chadana ya rab … sau baar jahannam mein jalana ya rab … lekin mashooq kahen aap hamare hai buzurg … na cheez ko yeh din na dikhana ya rab
by Shammi Kapoor
in Shayari
tagged as: Comedy, Religion & God, Shayari

~~ ~~
2) Jis insaan ko maa ki mamta naseeb nahi hui … us jaisa koi badnaseeb nahi
by Shammi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
3) Yahi hai zindagi apni, yahi hai bandagi apni … ki unka naam aaya aur gardan jhuk gayi apni … na bhut khane ko jaate hai, na kaabe mein bhatakte hai … jahan tum paon rakhte ho, vahan hum sar patakte hai … hum ishq ke maaron ka itna hi fasana hai … rone ko nahi koi, hasne ko zamana hai
by Asha Parekh
in Poem
tagged as: Poem, Religion & God, Romance

~~ ~~
4) Achcha dost aur achchi patni … kismat waalon ko hi milti hai
by Asha Parekh
in Friendship
tagged as: Friendship, Husband & Wife, Luck & Destiny

~~ ~~
5) Tum aa rahi ho zamane ki aankh se bachkar … nazar jhukaye hue aur badan churaye hue … khud apne kadamon ki aahat se jhebti, darti … khud apne saaye ki jumbish se khauf khaye hue
by Rajendra Nath
in Poem
tagged as: Poem, Romance

~~ ~~
6) Achcha dost aur achcha pati … kismat waalon ko hi milta hai
by Shammi Kapoor
in Friendship
tagged as: Friendship, Husband & Wife, Luck & Destiny

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dil Deke Dekho (1959), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *