Dishkiyaoon (2014) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dishkiyaoon 2014 Information of Bollywood movie Dishkiyaoon (2014)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Dishkiyaoon released in year 2014.

Genre Action

Persons
Actor
Harman Baweja, Harsh Chhaya, Sunny Deol, Rajit Kapoor, Ayesha Khanna, Prashant Narayanan
Director
Sanamjit Singh Talwar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Aadmi bada ho ya chota, koi farak nahi padta … bas uski kahani badi honi chahiye
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Marte hue ko kabhi rokne ka nahi … dushman galati kare toh tokne ka nahi … aur yaar ki item ko kabhi chune ka nahi
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
3) Gandhi bola hinsa nahi karneka … koi manaa? … pistol dikhake bolta na, saale sab maan jaate
by Harman Baweja
in Action
tagged as: Action, Comedy

~~ ~~
4) Zindagi saanp seedi ki tarah hai … seedi chada toh mauj, saanp dasa toh maut
by Sunny Deol
in Life
tagged as: Death, Life, Sports & Games

~~ ~~
5) Is charre ko bandook mein daal, trigger daba … kartoos banke niklega aur sabko phod dega
by Prashant Narayanan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
6) Dost se bada dushman koi na hove hai
by Sunny Deol
in Friendship
tagged as: Drama, Enemy, Friendship

~~ ~~
7) Dhanda goli se nahi dimaag se chalta hai … aur mera dimaag toh bachpan se hi bahut kharab hai
by Harman Baweja
in Rowdyism
tagged as: Business, Rowdyism

~~ ~~
8) Tum zara si kam khoobsurat hoti … toh bhi bahut khoobsurat hoti
by Harman Baweja
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Paisa aadmi ka style badal deta hai
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
10) Chacha Chaudhary ka dimaag computer se tezz chale hai … par tera dimaag Chacha Chaudhary se bhi zyada tezz chale hai
by Sunny Deol
in Comedy
tagged as: Comedy, Technology & Science

~~ ~~
11) Chot ko apni taqat bana … kamzori nahi
by Sunny Deol
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
12) Woh kab aata hai, kab jaata hai … na koi poochta hai, na koi jaanta hai
by Rajesh Vivek
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Logon ki aadhi zindagi yeh soochne mein guzar jaati hai ki woh is duniya mein karne kya aaye hai … aur aadhi us kaam mein joh woh karna nahi chahte
by Harman Baweja
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
14) Ab tere paas sirf do hi options hai … andar jail mein sadh … ya khuda ke ghar
by Aditya Pancholi
in Action
tagged as: Action, Drama

~~ ~~
15) Haath todh deta, paon todh deta … dil nahi todna chahiye tha
by Harman Baweja
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
16) Bewajah kisi ko phodne ka nahi … par agla na maane … toh phir usko chhodne ka nahi
by Prashant Narayanan
in Action
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
17) Church ki ghanti aur sexy aunty chhodne ka nahi … saala sajaa daalne ka
by Prashant Narayanan
in Adult
tagged as: Adult, Comedy, Rowdyism

~~ ~~
18) Mereko Yash Chopra waala pyar karna hai … Prem Chopra waala nahi
by Prashant Narayanan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
19) Sach bolega ek baar maroonga … jhoot bola toh iktaalis bar maroonga
in Action
tagged as: Action, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
20) Baimaani pe promotion aur imaandari pe suspension?
by Aditya Pancholi
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dishkiyaoon (2014), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *