Diya Aur Toofan (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Diya Aur Toofan 1995 Information of Bollywood movie Diya Aur Toofan (1995)

Details on Dialogues from Bollywood movie Diya Aur Toofan released in year 1995.

Genre Crime, Sci-Fi, Thriller

Dialogues
1) Tum nahi ho toh khum aur sagar-o-meena kya hai … rasam-e-maikhana nibha lete hai peena kya hai … hum barasti hui boondon mein jale hai barso … humse pooche koi savan ka mahina kya hai
by Kader Khan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari, Weather

~~ ~~
2) Main unse aaisa bayanak badla loonga … ki doosri bar janam lete hue unki maa ki kook tadhtada jayegi … unki zindagi ka ek ek din barbaadi ka din bana doonga
by Madhoo
in Revenge
tagged as: Life, Revenge

~~ ~~
3) Hisaab kitaab ke tarazu ke dono palhalde agar barabar nahi hue na … toh main apna ek account kholta hoon … aur uska naam hai dhulai account
by Mithun Chakraborty
in Rowdyism
tagged as: Action, Business, Rowdyism

~~ ~~
4) Kabhi kabhi joh aankhon se dekha jaata hai woh sach nahi hota … aur joh kaano se suna jaata hai woh bhi sach nahi hota … sach woh hota hai joh tehkikaat aur jaanch partal karke jaana jaata hai
by Asrani
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~ ~~
5) Lalach ke samundar mein dubki lagakar, baimaani ke pani se nahane waale kutte … pehchan, pehchan main kaun hoon?
by Madhoo
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Jaise samundar ki lehron ko koi pakad nahi sakta … us hi tarah zabaan par aaye geet ko koi jakad nahi sakta
by Mithun Chakraborty
in Music
tagged as: Music

~~ ~~
7) Is maahol ko mann mein dubaiye … andar se lehar uthaiye … aur hoothon se geet gungunaiye
by Madhoo
in Music
tagged as: Music

~~ ~~
8) Tum jaise logon ne is desh ki sampatti ka sarvanash kiya hai … is desh ki khushali ko barbaad kiya hai … tum is desh ke gaddar ho
in Patriotism
tagged as: Happiness, Money, Patriotism

~~ ~~
9) Jab dil se dil ka milan hota hai … toh zubaan nahi dil bolte hai, dhadkane bolti hai, ehsaas bolte hai
by Madhoo
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
10) Tan-e-tanha zindagi se bezaar, ek ladki se kiya pyar … usse mila na iqraar, na bani woh dildar … bas yeh cigarette hai wafaadar, woh bhi hai baldaar
by Kader Khan
in Romance
tagged as: Comedy, Poem, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Diya Aur Toofan (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *