Information of Bollywood movie Ek Villain (2014)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Ek Villain released in year 2014.
Genre Action, Romance, Thriller
Persons
Actor
Sidharth Malhotra, Ritesh Deshmukh, Shraddha Kapoor, Shaad Randhawa, Aamna Shariff, Remo Fernandes, Asif Basra, Kamaal Rashid Khan
Director
Mohit Suri
Producer
Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Jab tak hum kisi ke humdard nahi bante … tab tak hum dard se aur dard humse juda nahi hota
by Shraddha Kapoor
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mitta sakta hai … bas zaroorat hai kisi ke haath ki … joh kheench kar usse andheron mein se ujalon mein la sake
by Shraddha Kapoor
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration
~~ ~~
3) Main tujhe marne nahi doonga … lekin main tujhe roz maaroonga … ek baar nahi hazar baar maaroonga
by Sidharth Malhotra
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
4) Muskurane mein na koi tax nahi lagta
by Shraddha Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
5) Zindagi ko aaisi party ki tarah jeena chahti hoon ki maut jab aaye na … toh saath behetkar do drink maarkar, jaan lekar chali jaye
by Shraddha Kapoor
in Death
tagged as: Death, Food & Drinks, Life
~~ ~~
6) Zindagi mein ek hassi woh hoti hai joh insaan apne gham ko chupane ke liye khud seekhta hai … aur ek hassi woh hoti hai joh insaan ke saare gham bhula deti hai
by Asif Basra
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness
~~ ~~
7) Andhere ko andhera nahi … sirf roshni mitta sakti hai
by Shraddha Kapoor
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
8) Tum sabki nikalti jaan ke saath … meri har chinta, sari stress bhi nikal jaati hai
by Ritesh Deshmukh
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
9) Kehte hain maut bin bulaye aa jaati hai … lekin main maut ke samne roz khada ho jaata hoon … begani shaadi mein Abdullah deewana bankar
by Sidharth Malhotra
in Death
tagged as: Death, Guest, Marriage & Wedding
~~ ~~
10) Tere jism se behte khoon ke har ek katre ka hisaab rakhoonga main … teri aakhri saans ko bhi mutthi mein bandh rakhoonga main … tujhe itna maroonga ki dard jeete ji tere jism ko bhi hoga … aur cheenk marne ke baad tere rooh se bhi niklegi
by Sidharth Malhotra
in Action
tagged as: Action, Revenge
~~ ~~
11) Main jaanti hoon tum doli sajake rakhne waalon mein se nahi ho … goli chalake thokne waalon mein se ho
by Shraddha Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
12) Shaitan ki ek khasiyat hai … apne hi janaze mein shamil hona uski fitrat hai … nafrat uska hathyar, gussa uska barood … humdardi usse aati nahi aur pyar koi usse karta nahi
in Horror
tagged as: Drama, Horror
~~ ~~
13) Gunahgar hamesha wahi lautta hai jahan usne gunah kiya hai … aur aashiq hamesha wahi lautta hai jahan usne aashiqui ki hai
in Thief & Criminal
tagged as: Crime, Drama, Thief & Criminal
~~ ~~
14) Har love story mein ek hero hota hai, ek heroine aur ek villain
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
15) Jab tera dard kam ho jayega … jab tera har zakhm bhar jayega … main phir aaonga tujhe naye zakhm dene … aaj se yahi hai tera muqaddar, yahi hai teri sazaa
by Sidharth Malhotra
in Action
tagged as: Action, Luck & Destiny
~~ ~~
16) Tu jitna marne ke liye marega … utni hi tujhe zindagi milegi
by Sidharth Malhotra
in Drama
tagged as: Death, Drama, Life
~~ ~~
17) Is andhere ko roshni koi diya nahi … sirf teri chitta ki aag de sakti hai
by Sidharth Malhotra
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
18) Aaj ke baad aapko shikayat ka mauka nahi milega
by Ritesh Deshmukh
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
19) Zyadatar insaan pehda hota aam hai, jeeta aam hai, marta aam hai … bade parde pe ya duniya mein na sahi … kam se kam usse apne ghar pe, apne apno ke nazaron mein toh hero hona chahiye
by Ritesh Deshmukh
in Drama
tagged as: Drama, House
~~ ~~
20) Tum sabke dard mein mujhe khushi nahi milti … sukoon milta hai
by Ritesh Deshmukh
in Drama
tagged as: Drama, Happiness
~~ ~~
21) Hum middle class log hai … upper class aur lower class ke beech mein sandwich bane huye hai
by Kamaal Rashid Khan
in Drama
tagged as: Comedy, Drama
~~ ~~
22) He is two rupees people
by Kamaal Rashid Khan
in Comedy
tagged as: Comedy
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Ek Villain (2014), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply