Elaan (2005) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Elaan 2005 Information of Bollywood movie Elaan (2005)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Elaan released in year 2005.

Genre Action, Drama

Persons
Actor
Mithun Chakraborty, John Abraham, Arjun Rampal, Ameesha Patel, Rahul Khanna, Lara Dutta
Director
Vikram Bhatt
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Do gaz zameen toh mili, mitti naseeb na hui … zalim zamane ne hamari kabar baraf mein bana di
by Chunky Pandey
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
2) Baar baar achcha banne ki koshish karta hoon main … aur baar baar yeh duniya mujhe achche se bura bana deti hai
by Mithun Chakraborty
in Drama
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
3) Achcha bhi laga aur bura bhi … achcha laga teri himmat dekh kar … aur bura laga tera anjaam sooch kar
by Mithun Chakraborty
in Courage
tagged as: Courage, Drama

~~ ~~
4) Mujhe ladne waale nahi … jeetne waale log chahiye
by Rahul Khanna
in Victory & Success
tagged as: Victory & Success

~~ ~~
5) Maal mil gaya toh meri awaaz tu dubara nahi sunega … aur agar nahi mila toh koi teri awaaz dubara kabhi nahi sunega
by Mithun Chakraborty
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
6) Do hazar crore ka malik ho yah sadak par bhaukne waala kutta … marne se pehle dono ki aankhon mein khauff ek sa hi nazar aata hai
by Mithun Chakraborty
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds, Money

~~ ~~
7) Chess ki game mein paidal chalne waale yeh sipahi, dekhne mein sabse chota lagta hai … par agar yehi sipahi bina katte, bina jhuke aathve ghar tak pahunch jaye … toh na sirf vazir ki jagah le sakta hai … balki badshah ko bhi maat de sakta hai
by Rahul Khanna
in Sports & Games
tagged as: Sports & Games

~~ ~~
8) Jab tak insaan ke mann mein hamara darr hai … tab tak hum usse ungliyon pe nacha sakte hai … darr khatam toh hum khatam
by Mithun Chakraborty
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Saath toh nahi, peeche peeche hi sahi … magar aayenge hum wahan, tum jaoge jahan
by Ameesha Patel
in Romance
tagged as: Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Elaan (2005), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *