Information of Bollywood movie Fanaa (2006)
Details on Persons, Dialogues, Mistakes from Bollywood movie Fanaa released in year 2006.
Genre Action, Drama, Musical, Romance, Thriller
Persons
Actor
Kajol, Aamir Khan, Rishi Kapoor, Kiron Kher, Shiney Ahuja, Lillete Dubey, Tabu, Ali Haji, Lara Dutta, Gautami Kapoor, Jaspal Bhatti, Satish Shah, Shruti Seth, Vrajesh Hirjee, Sanaya Irani, Sharat Saxena
Director
Kunal Kohli
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise … hum woh khushboo hai joh saason mein bastein hai, khud ki saason ko rok paoge kaise
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
2) Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye … tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye
by Kajol
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
3) Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte … jaam doosron se cheenkar hum piya nahi karte … unko mohabbat hai toh aakar izhaar karen … peecha hum bhi kisika kiya nahi karte
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Romance, Shayari
~~ ~~
4) Aag suraj mein hoti hai, jalna zameen ko padta hai … mohabbat nigahein karti hai, tadapna dil ko padta hai
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari, World & Universe
~~ ~~
5) Bhool karke agar humse koi bhool hui ho, toh bhool samajhkar bhula dena … lekin bhulana sirf bhool ko, galati se bhi hum mein na bhula dena
by Kajol
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
6) Pani se pyaas nah bhuji toh maikhane ki taraf chal nikla … soocha shikayat karoon teri khuda se … par khuda bhi tera aashiq nikla
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Religion & God, Romance, Shayari
~~ ~~
7) Kehte hai pyar mein neend udh jaati hai … koi humse bhi mohabbat kare … kambhakt neend bahut aati hai
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari
~~ ~~
8) Phool hoon gulaab ka chameli ka mat samajhna … aashiq hoon aapka apni saheli ka mat samajhna
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Flowers & Trees, Romance, Shayari
~~ ~~
9) Aisa laga khuda ne rakh diya hamare dil pe haath … liya naam hamare unhone kuch aisi ada ke saath
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
10) Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi imtihaan de denge … teri dosti ke khatir aye dost, hum dushmano se bhi pyar kar lenge
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Enemy, Friendship, Shayari
~~ ~~
11) Insaan ki khwaish ki koi inteha nahi … do gaz zameen chahiye do gaz kafan ke baad
by Kajol
in Shayari
tagged as: Drama, Shayari
~~ ~~
12) Agar andha hota, toh duniya ki sabse haseen cheez dekh nahi pata … aap
by Aamir Khan
in Romance
tagged as: Romance, World & Universe
~~ ~~
13) Behti hai hoton ko seekar, pachtayengi aap … ishq jaag uthta hai aksar, aaisi khamoshi ke baad
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
14) Jaan usse do joh apna dil tumhe de … lekin apna guroor sirf us pe kurbaan karo … joh tumhare pyar mein fanaa ho jaye
by Kiron Kher
in Romance
tagged as: Life, Romance
~~ ~~
15) Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore hum … magar ab chaand poora hai falak pe … aur ab poore hai hum
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
16) Sahi aur galat ke beech faisla karna bahut aasaan hai … lekin do sahi raasto mein se behtar chunana aur do galat raasto mein se munasif … yahi hamari zindagi ke faisle karte hai
by Kajol
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration
~~ ~~
17) Na shehar dekho na biyabaan dekho … khuda ka eklauta naam-o-nishaan dekho … bas aankh uthao aur Rehan dekho
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
18) Tumhari khoobsurati ne khuda se khatta kara di … kahin khud se nazar na lag jaye … yunkar tumhe nazar na di
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Romance, Shayari
~~ ~~
19) Tujhe is bazaar ka dastoor main samjha nahi sakta … bik gaya joh woh khareedar ho nahi sakta
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
20) Kabhi kabhi ek aadmi ka sahi … doosre ka galat ho sakta hai
by Kajol
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
21) Hum aaj joh faisla karte hai … wahi hamare kal ka faisla karega
by Rishi Kapoor
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration
~~ ~~
22) Kaash mein oon ka gola hota … aur unki ungliyon mein lipta hota
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari
~~ ~~
23) Sharaab peene de masjid mein bahetkar ghalib … yah woh jagah dikha de jahan khuda na ho
by Rishi Kapoor
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Religion & God, Shayari
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Mistakes
23) In Fanaa, Kajol and friends go to delhi on 26th January for a function and in Jan Delhi is very cold and how come they are not wearing any sweaters or jackets?
in Location
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Fanaa (2006), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply