Information of Bollywood movie Ghar Sansar (1986)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Ghar Sansar released in year 1986.
Genre Comedy, Crime, Drama, Family
Persons
Actor
Jeetendra, Sridevi Kapoor, Kader Khan, Shakti Kapoor, Kaajal Kiran, Gulshan Grover, Aruna Irani, Lalita Pawar, Ranjeet, Anjana Mumtaz, Sulochana Latkar
Producer
Vimal Kumar
Director
K. Bapaiah
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Is sansar mein bheek le lo magar udhaar kabhi mat lo … kyun ki bheek leke aadmi ek baar zaleel hota hai … magar udhaar maangke subah shyam zaleel hota hai
by Kader Khan
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Money
~~ ~~
2) Joh bhi kaam mile usse kar lena chahiye … kaam koi chota nahi hota … chota hota hai aadmi, uska dil, uski kartoot
by Bharat Bhushan
in Job & Career
tagged as: Inspiration, Job & Career
~~ ~~
3) Aksar desi aankhon par videshi chasma lagane se … dimaag mein charbi chad jaati hai
by Jeetendra
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
4) Haath woh kalam hai joh aakash ke kagaz pe likhi hui taqdeer ko badal sakta hai
by Kader Khan
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Luck & Destiny
~~ ~~
5) Badi tedhi hai yeh duniya … yahan haqdaar ko bhi apna haq bheek ki tarah maangna padta hai … anpad naukri maangne jaye toh usse degree lane ke liye kehte hai … degree lekar jaye toh waseela lane ke liye kehte hai … aur waseelay ke liye kisi ke paas jaye toh rishvat maangte hai
by Jeetendra
in Job & Career
tagged as: Education, Job & Career
~~ ~~
6) Ghatiya sawaal poochna bahut aasaan hai … lekin unka jawaab dena bahut mushkil … joh tum jaisa ghatiya aadmi bhi nahi de sakta
by Jeetendra
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
7) Main woh khota sikka hoon … joh dikhne mein toh ek anni hai lekin chalne mein rupaiya hai
by Rajesh Puri
in Money
tagged as: Comedy, Money
~~ ~~
8) Daulat waalon ki duniya mein baimaani ka daakhla band hai … baimaani agar aati hai toh noton ka naqab audkar imaandari ban jaati hai
by Kader Khan
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Money, Truth & Honesty
~~ ~~
9) Bhookha rehkar aadmi ek baar marta hai … lekin udhaar ki roti khakar baar baar marta hai … hazaar baar marta hai
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama, Food & Drinks
~~ ~~
10) Jab tab ungli tedhi na karo, dibbe mein se ghee nahi nikalta … aur jab tak tedha rasta na pakdo, bhigda hua sahi raste par nahi aata
by Jeetendra
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks
~~ ~~
11) Jis ghar sansar ki gaadi udhaar ke paiyon pe chalti hai … woh subah shyam puncture hoti chali jaati hai
by Kader Khan
in House
tagged as: House
~~ ~~
12) Badhon ke mooh se nikli hui gaaliyan … choton ko dua bankar lagti hai … joh badhon ki daant kha leta hai … woh zindagi ki thokarein nahi khata
by Sridevi
in Drama
tagged as: Drama, Life
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Ghar Sansar (1986), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply