God and Gun (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

God and Gun 1995 Information of Bollywood movie God and Gun (1995)

Details on Dialogues from Bollywood movie God and Gun released in year 1995.

Dialogues
1) Humne dekhe hai bahut dushmani karne waale … waqt ki har saans se darne waale … jiska haami hai khuda, kaun usse maar sake … hum nahi bomb aur barood se marne waale
by Raaj Kumar
in Poem
tagged as: Action, Enemy, Poem

~~ ~~
2) Rajneeti mein goonge aur behre bankar raho … toh raj karoge
by Sadashiv Amrapurkar
in Politics
tagged as: Politics

~~ ~~
3) Koi kabil ho toh hum shaan-e-watan dete hai … dhoondne waalon ko duniya bhi nayi dete hai
by Raaj Kumar
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
4) Jab vichar ka deep bhuj jaata hai … toh aachar andha ho jaata hai
by Raaj Kumar
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
5) Azaadi ek lamha nahi … ek silsila hai
by Raaj Kumar
in Patriotism
tagged as: Patriotism

~~ ~~
6) Kaise kaise aaise vaise ho gaye, aaise vaise kaise kaise ho gaye … kal joh the chamche hamare, aaj woh leader ho gaye
by Raaj Kumar
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
7) Tum jaise kamine chand logon ko chand mahino ke liye toh bewakoof bana sakte hai … lekin sab logon ko hamesha ke liye nahi
by Raaj Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie God and Gun (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *