Gundagardi (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Gundagardi 1997 Information of Bollywood movie Gundagardi (1997)

Details on Dialogues from Bollywood movie Gundagardi released in year 1997.

Dialogues
1) Mana ki bandook aur talwar mein bahut dum hai … lekin kalam aur kalam ki awaaz hazaron bandookon aur lakhon talwaron par bhari hai
by Ayub Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Saanp ke toh sirf daant mein zehar hota hai … meri har saans mein zehar hai
by Dharmendra
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~ ~~
3) Police, gundagardi aur politics ek mala mein pehrohe hue motiyon ke samaan hai … aur in teeno mein se kisi ek ko kasht ho jaye toh ek doosre ke hamdard ban jaate hai
by Raj Babbar
in Police
tagged as: Police, Politics, Rowdyism

~~ ~~
4) Yeh vardi mehaz sood ka dagha nahi … Hindustan ki izzat hai
by Dharmendra
in Patriotism
tagged as: Clothes & Shoes, Patriotism, Police

~~ ~~
5) Main shehar ki dahshat ko mitane ke liye kanoon ke ek aaise muhafiz ko tainaat karoonga … joh kanoon ki aan ke liye apni jaan bhi de sakta hai … joh vardi ki shaan ke liye dono jahan se ladh sakta hai
by Satyendra Kapoor
in Law & Order
tagged as: Law & Order, Patriotism, Police

~~ ~~
6) Journalist mar sakta hai … journalism nahi
by Ayub Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Main kanoon ka woh ajgar hoon joh dasta nahi … nighal jaata hai
by Dharmendra
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Law & Order

~~ ~~
8) Maut aur zindagi ki lakeer toh pehda hote hi uparwaala likh deta hai
by Ayub Khan
in Life
tagged as: Death, Life, Religion & God

~~ ~~
9) Yeh zameenay jispar apna raj kayam karna chahte ho … ek din tumhare liye kabristan ban jayega
by Dharmendra
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Yahan khaki vardi ka nahi … gundagardi ka raj chalta hai
by Raj Babbar
in Rowdyism
tagged as: Police, Rowdyism

~~ ~~
11) Kanoon hum mein phaasne ke liye rozana dus raaste banata hai … aur hum usse nikalne ke liye sau raaste banate hai
by Raj Babbar
in Law & Order
tagged as: Law & Order, Rowdyism

~~ ~~
12) Kanoon ke dushmano ko main chitta ki raakh bana deta hoon
by Dharmendra
in Law & Order
tagged as: Enemy, Law & Order

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Gundagardi (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *