Information of Bollywood movie Gunday (2014)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Gunday released in year 2014.
Genre Action, Crime, Drama
Persons
Actor
Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra, Irrfan Khan
Director
Ali Zafar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Hum toh falak ke taare the … zameen pe aaye toh pehchaan payi, mazhab paya, rang paya, zubaan payi … hum nikle the jannat dhoondne … par har modh pe, har makaam pe, nafrat jung aur sarhad payi … par apne tevar ka sikka ek din chalega zaroor … khoon ubaal marega zamana badlega zaroor … khud ko buland karenge … rab ke bandhe hai hum … gunday the, gunday hai, gunday rahenge hum
by Ranveer Singh
in Poem
tagged as: Inspiration, Poem, Rowdyism
~~ ~~
2) Agar jigar ki jagah jigar hai aur jigar mein dum hai … toh rok le aake
by Ranveer Singh
in Courage
tagged as: Action, Courage
~~ ~~
3) Hum gunday hai … na aaj tak kisi ke haath aaye hai … aur na aayenge
by Ranveer Singh
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism
~~ ~~
4) Pistol ki goli aur laundiya ki boli jab chalti hai … toh jaan dono mein hi khatre mein hoti hai
by Irrfan Khan
in Comedy
tagged as: Comedy, Life
~~ ~~
5) Yeh tevar hamare khoon mein hai … tere bhaukane se kuch nahi hoga
by Arjun Kapoor
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
6) Yeh tasveer shuru zaroor usne ki hai … lekin ismein aakhri rang main bharoonga
by Arjun Kapoor
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
7) Lakeerein bahut ajeeb hoti hai … khaal pe khich jaye toh khoon nikaal deti hai … aur zameen pe khich jaye toh sarhadein bana deti hai
by Irrfan Khan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
8) Hum gunday hai … ek baar jiske saath jee liye … marte bhi ussi ke saath hai
by Ranveer Singh
in Drama
tagged as: Drama, Rowdyism
~~ ~~
9) Kismat ki ek khaas baat hoti hai … ki woh palatti hai
by Irrfan Khan
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny
~~ ~~
10) Chhot khaya hua dost dushman se zyada khatarnak hota hai
by Irrfan Khan
in Friendship
tagged as: Enemy, Friendship
~~ ~~
11) Chori ke dhande mein joh maal le jaye na … maal bhi uska, dhanda bhi uska
by Arjun Kapoor
in Business
tagged as: Business, Crime, Rowdyism
~~ ~~
12) Mera maatha garam hai, doodh ki tarah ubal jaata hoon … aaj ubloonga nahi … phatoonga
by Arjun Kapoor
in Action
tagged as: Action, Food & Drinks
~~ ~~
13) Ahankar ki aag tezaab se zyada khatarnak hoti hai … ek baar jala de toh nishaan seedha aatma pe jake lagta hai
by Irrfan Khan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
14) Chaal hum chalenge … sheh bhi hum denge … aur maat bhi hum denge
by Irrfan Khan
in Drama
tagged as: Drama, Sports & Games
~~ ~~
15) Joh cheez kismat mein nahi hoti … woh dhoondne se bhi nahi milti
by Priyanka Chopra
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny
~~ ~~
16) Aksar har desh badi samasyayen suljhane ke chakkar mein yeh bhool jaata hai … ki uski kitni badi keemat uske apne logon ko chukani padti hai
by Irrfan Khan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
17) Woh chahegi jiska banna … arre wohi banega Rajesh Khanna
by Arjun Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
18) Sabse bada kalakar toh woh hai … usne itni badi duniya banai … phir is duniya mein hazaron log banaye, hazaron logon ke haathon mein karodon lakeerein kheench di … sukh ki, dukh ki, izzat ki, pyar ki, sab likh daala saala … lekin woh mujhse itna pyar karta hai ki usne mere haath mein sirf ek lakeer kheenchi, sirf ek … kaali kismat ki kaali lakeer
by Arjun Kapoor
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny, Religion & God, World & Universe
~~ ~~
19) Hum kanoon hai … saala apni aukaat pe aa jaye toh kahin bhi ghus sakta hai aur kisi ko bhi todh sakta hai
by Irrfan Khan
in Law & Order
tagged as: Law & Order
~~ ~~
20) Bomb phatke aur phaadke chala gaya
by Ranveer Singh
in Adult
tagged as: Adult, Comedy
~~ ~~
21) Main tujhe cheer ke rakh doonga … aur is baat pe mere dost angootha lagva le
by Ranveer Singh
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
22) Ho aap vardi waale … par aapke tevar hai gundo waale
by Ranveer Singh
in Police
tagged as: Police, Rowdyism
~~ ~~
23) Hum poore Calcutta ke … poora Calcutta hamara
by Ranveer Singh
in City & Places
tagged as: City & Places, Rowdyism
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Gunday (2014), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply