Hatyara (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Hatyara 1998 Information of Bollywood movie Hatyara (1998)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Hatyara released in year 1998.

Genre Action

Persons
Actor
Mithun Chakraborty, Suman Ranganathan, Mukesh Rishi, Rami Reddy, Swati, Gufi Paintal
Director
T. L. V. Prasad
Producer
Mahendra Dhariwal
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Dil aur mandir ek jaise hote hai … nah mandir se koi murat hatai ja sakti hai … aur na hi dil mein basi hui surat bhulai ja sakti hai
by Suman Ranganathan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Bade bade khatarnako ki nak kaat kar apne jeb mein rakh li hai
by Mithun Chakraborty
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Rowdyism

~~ ~~
3) Jab bhi mera khoon behta hai … toh mujhe meri maa ke rone ki awaaz sunai deti hai … aur joh maa ko rulata hai … main usse nahi chhodta, chahe woh mard ho yah aurat
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action, Parents

~~ ~~
4) Maarkar lashein aaisi gandi jagah pehkoonga … jahan janwar bhi marna pasand nahi karte
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
5) Teri maut bankar aaya hoon … teri laash girakar jaoonga
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action, Death

~~ ~~
6) Glass mein sharab daalne waala bada nahi hota … bada toh woh hota hai jiske glass mein sharab daali jaati hai
by Mithun Chakraborty
in Food & Drinks
tagged as: Drama, Food & Drinks

~~ ~~
7) Yeh khoobsurat rishteydari ke peeche … makkari aur chaalbazi ke sivah kuch nahi hota
by Mithun Chakraborty
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating

~~ ~~
8) Aaj ke baad aane waala har pal … tum dono ke dil ki dhadkan par hathoda bankar barsega
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
9) Tu toh khoon is tarah karta hai jaise bachche khilona todh dete hai … bus fark itna hai ki woh khilona todhne ke baad rote hai aur tu khoon karne ke baad hasta hai
by Mukesh Rishi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Sar se pair tak toh hum khud hi bure hai … hamare liye buri khabar kya ho sakti hai
by Mukesh Rishi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
11) Aaj main tujhe aaisa tamasha dikhaonga … ki duniya ke saare villian zulm karna bhool jayenge
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
12) Maut ko aane ke liye patta nahi poochna parta
by Mithun Chakraborty
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
13) Jahan faulaad bhi kaam nahi aata, wahan kali kaam aati hai … apne husn ki chamak se, dushman ko andha banati hai
by Suman Ranganathan
in Women
tagged as: Enemy, Women

~~ ~~
14) Jiska saara shehar dushman ho … usse dosti karne ka hum mein koi interest nahi
by Mithun Chakraborty
in Enemy
tagged as: City & Places, Enemy

~~ ~~
15) Tu toh us pagal kutte ki tarah bhaukne laga hai … jisse pagal hone ke baad charon taraf se maut nazar aati hai
by Mithun Chakraborty
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Death

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Hatyara (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *