Information of Bollywood movie Hawaizaada (2015)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Hawaizaada released in year 2015.
Genre Drama, Fantasy
Persons
Actor
Mithun Chakraborty, Jeffrey Goldberg, Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda
Director
Vibhu Puri
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Jab main hawai jahaj udaonga na toh uske duk-duk-duk ki awaaz mein shor nahi … fakht ek awaaz sunai degi … Vande Mataram!
by Ayushmann Khurrana
in Patriotism
tagged as: Patriotism, Transportation
~~ ~~
2) Pyar mein pada aadmi aksar apni aukaat se zyada bada kaam kar jaata hai
in Drama
tagged as: Drama, Romance
~~ ~~
3) Us upar waale ne hamare liye sab taykar chhoda hai … hamare hisse ke badal sirf humpar hi barsenge … hamare hisse ka suraj sirf humpar hi chamkega … hamare hisse ka sikka sirf hamare haq mein hi bemandi karega … yeh sab tay hai … par maaze ki baat toh yeh hai ki hum mein hi nahi pata hamara badal, hamara suraj, hamara sikka aakhir hai kahan … issi liye kehta hoon … hawa ka rukh modhte chal, mutthi mein kirane batoorte chal, sikke uchaalte chal … bina thakke, bina rukke … kyun ki sabki udaan tay hai
by Mithun Chakraborty
in Inspiration
tagged as: Inspiration
~~ ~~
4) Haathon ki lakeeron ko itni ahmiyat nahi diya karte … naseeb toh unke bhi hote hai jinke haath nahi hote hai
by Ayushmann Khurrana
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny
~~ ~~
5) Jab hum log sach-much hawai jahaz mein behetke udhenge … toh inki toh patloon agwaade se geeli aur pichwaade se peeli ho jayegi
in Transportation
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy, Transportation
~~ ~~
6) Jab ghee seedhi ungli se na nikle toh ghee chamach se nikaal lo … kyun ki har jagah ungli nahi ki jaati
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Hawaizaada (2015), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply