Heartless (2014) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Heartless 2014 Information of Bollywood movie Heartless (2014)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Heartless released in year 2014.

Genre Drama, Family, Romance, Thriller

Persons
Actor
Adhyayan Suman, Deepti Naval
Director
Shekhar Suman
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Mere marne ke baad mera dil nikaal lena … hai kisi aur ki amanat … kahin saath jal na jaye
by Adhyayan Suman
in Death
tagged as: Death

~~ ~~
2) Yeh kaisi khwahish, yeh kaisa ehsaas hai … joh waakif na tha kal tak woh har lamha ab mere pass hai … yeh kaunsa rang hai, yeh kiska sang hai, yeh kaisa saaz hai, yeh kiski awaaz hai … kyun neend ab pareshan si aati hai … kyun har saans mein uski khushboo utar jaati hai … tahruff toh abhi nahi hai usse phir har waqt kyun woh aas pass hai … yeh kaisi khwahish, yeh kaisa ehsaas hai
by Adhyayan Suman
in Poem
tagged as: Poem, Romance

~~ ~~
3) Tumhari zindagi mein aane wala kal nahi hai aur meri zindagi mein hai … kyun ki tum zindagi ko saalon mein ginte ho aur main lamhon mein
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
4) Har insaan ka apna safar hota hai … thodi der ke liye kisi aur ke saath judh jaane se … uska safar apna nahi ho jaata hai
by Deepti Naval
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Time

~~ ~~
5) Ek katra jab zara sa ubharta hai, toh samundar ke lehje mein baat karta hai … chhaton ke diye kab ke bhuj gaye hote, koi toh hai joh hawa ke par kattarta hai … aur zameen ki koi vakalat nahi chalti, jab koi faisla aasman se utarta hai
by Om Puri
in Poem
tagged as: Poem

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Heartless (2014), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *