Himalaya Ki God Mein (1965) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Himalaya Ki God Mein 1965 Information of Bollywood movie Himalaya Ki God Mein (1965)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Himalaya Ki God Mein released in year 1965.

Persons
Actor
Mala Sinha, Manoj Kumar, Shashikala, David Abraham
Director
Vijay Bhatt
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Ek achche hospital ke liye sirf pakki imaarat aur chamakte hue furniture ki zaroorat nahi … zaroorat hai to kaam karne waale haathon ki aur mehsoos karne waale dil ki
by Manoj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Raat mein soote hue joh sapne aate hai, woh sache nahi hote … lekin din mein jaagte hue joh sapne dekhe jaate hai, woh hamesha sache hote hai … kyun ki unka doosra naam hai irrada
by Manoj Kumar
in Dreams
tagged as: Dreams, Inspiration, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Doosre ke ghar ka cheena hua diya … apne ghar mein kab tak ujala de sakta hai
by David Abraham
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
4) Duniya abhi tak woh bandook nahi bana saki joh sachai ka khoon kar sake, nekki ko khatam kar sake
by Manoj Kumar
in Truth & Honesty
tagged as: Inspiration, Truth & Honesty

~~ ~~
5) Jab jab insaan ke haath nek kaam karte hai … unhe jalna padta hai, chaale padte hai … phir aaise hi haathon par pyar ka marham lagta hai
by Manoj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Himalaya Ki God Mein (1965), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *