Hukumat (1987) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Hukumat 1987 Information of Bollywood movie Hukumat (1987)

Details on Dialogues from Bollywood movie Hukumat released in year 1987.

Dialogues
1) Josh mein koi burai nahi lekin usse hosh ke dariye mein hona chahiye
by Shammi Kapoor
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
2) Ab na woh zalim rahenge na zulm rahega … na kanoon se khilwar karne waale woh gaddar rahenge … ab sirf kanoon rahega
by Dharmendra
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
3) Hindustan par hukumat ek afsar ki nahi, kisi minister ki nahi, in Jamaal Sen jaise darindo ki nahi … Hindustan par hukumat hai in masoom bachchon ki, Hindustan par hukumat hai Hindustani awaam ki, Hindustan par hukumat hai hum Hindustaniyon ki
by Dharmendra
in Patriotism
tagged as: Patriotism

~~ ~~
4) Kanoon aur kanoon ke rakhwaalon ko saboot ki zaroorat us waqt tak padti hai, jab tak woh kanoon ki hadhon mein rehte hai … lekin jis waqt woh kanoon ki hifazat ke liye un hadhon se bahar nikal jaate hai, toh phir saboot ki nahi … goliyon ki zaroorat padti hai
by Shammi Kapoor
in Law & Order
tagged as: Action, Law & Order

~~ ~~
5) Is duniya mein dard bahut hai aur baatne waale haath bahut kam hai … phir bhi aagaaz hai yeh jisse anjaam tak nibhana hai … khoon hai jab tak ragon mein, har zulm ko mitana hai
by Dharmendra
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
6) Kanoon ka sipahi, kanoon ki raksha ke liye jab kanoon ke dariye se bahar nikalta hai … toh woh sar pe kafan bandkar nikalta hai
by Shammi Kapoor
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
7) Khuda toh sabko bacha sakta hai … lekin jiska khuda na ho, usse koi nahi bacha sakta
by Shammi Kapoor
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Hukumat (1987), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *