Inquilaab (1984) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Inquilaab 1984 Information of Bollywood movie Inquilaab (1984)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Inquilaab released in year 1984.

Genre Action, Drama, Foreign

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Shakti Kapoor, Kader Khan, Sridevi Kapoor
Director
Rama Rao Tatineni
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Mujhe bhi giraftaar kar lo na … pyar ki hathkadi lagakar dil ke lock up mein qaid kar lo na
by Sridevi
in Romance
tagged as: Police, Romance

~~ ~~
2) Mere haath kanoon se zyada lambe hai … jahan mera haath ja sakta hai, wahan kanoon ka haath nahi ja sakta
by Kader Khan
in Comedy
tagged as: Comedy, Law & Order

~~ ~~
3) Chal maafi maang nahi to sar, pair, mooh sab ek design ka bana doonga … maafi maang!
by Amitabh Bachchan
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Rowdyism

~~ ~~
4) Agar tum mein se kisi ne apni jagah se hilne ki koshish ki … toh tumhare tukdo ko sukhe patton ki tarah hawa mein uda doonga
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
5) Main toh apne us dafnaaye huye kal ko kabr se wapas nikaalne ja raha hoon
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Maine duniya mein bade baimaan dekhe … lekin aap logon ke takkar ka ek bhi nahi mila
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
7) Siyasat ki duniya mein maa, baap, bhai, behen, beti, damad koi kuch nahi hota … kyun ki aadmi jab upar uthna chahta hai, tab yeh sab rishtey aur jazbaat bojh bankar usse neeche ghaseet lete hai
by Utpal Dutt
in Politics
tagged as: Drama, Family, Politics

~~ ~~
8) Kaun bewakoof hoga, joh aapka mazaak uda karke apne mazaak ka mazaak udayega
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
9) Maa ka khoon chaatne wali kutte jaisi zabaan se main apna naam nahi sunana chahta
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
10) Auraton ke shareer ka sauda karke daulat kamane waale log toh maine dekhe the … lekin apni maa ka sauda karne waala dalaal maine apni zindagi mein pehli baar dekha hai
by Amitabh Bachchan
in Women
tagged as: Drama, Money, Women

~~ ~~
11) Mooch ka baal nikla nahi, shuru ho gaya haram kaari karne
by Amitabh Bachchan
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
12) Neta jab tak giraftar nahi hota usse naam nahi milta … logon ki humdardiyan nahi milti
by Kader Khan
in Politics
tagged as: Politics

~~ ~~
13) Pehle main tumhare pyar mein deewani thi … aaj main tumhare izzat ki deewani ho gayi
by Sridevi
in Drama
tagged as: Drama, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Inquilaab (1984), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *