Information of Bollywood movie Insaniyat Ke Devta (1993)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Insaniyat Ke Devta released in year 1993.
Genre Action, Crime, Drama, Romance
Persons
Actor
Vinod Khanna, Rajinikanth, Raaj Kumar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Har ek aashiq ke dil mein darr hai apna … ki har mashooq ab dilbar hai apna … hatheli par liye phirte hai sar hum … haseeno ke dilon mein ghar hai apna
by Rajinikanth
in Shayari
tagged as: House, Romance, Shayari
~~ ~~
2) Is dharti par paapi pehda toh hote hai … lekin un paapiyon ka anth karne waalon ko yeh dharti maa pehle hi janam de chuki hoti hai
by Raaj Kumar
in Inspiration
tagged as: Inspiration, World & Universe
~~ ~~
3) Jab khoon tapakta hai toh jamm jaata hai … apna nishaan chhod jaata hai … aur phir cheek cheekar pukarta hai ki mera inteqam lo, mera inteqam lo
by Raaj Kumar
in Revenge
tagged as: Revenge
~~ ~~
4) Delhi jeetne se zyada mushkil hota hai kisi ka dil jeetna
in City & Places
tagged as: City & Places, Government, Romance
~~ ~~
5) Agar dil mein hai mohabbat toh izhaar kyun nahi karte … mere pyar se nahi jab inkaar toh ikraar kyun nahi karte
by Manisha Koirala
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
6) Har aakhri shabd ke baad ek full stop hota hai … aur woh full stop hum hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Insaniyat Ke Devta (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply