Iski Topi Uske Sarr (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Iski Topi Uske Sarr 1998 Information of Bollywood movie Iski Topi Uske Sarr (1998)

Details on Dialogues from Bollywood movie Iski Topi Uske Sarr released in year 1998.

Genre Action, Crime, Drama

Dialogues
1) Teri nigahon ka salaam kabul kare, meri nigahon mein woh nafasat nahi … tujhse mila loon nazar toh magar, mere dil ki shayad yeh aadat nahi
by Divya Dutta
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
2) Samundar ki khamoshi apne andar bahut bade toofan ko chupaye hoti hai
by Aruna Irani
in Drama
tagged as: Drama, Weather

~~ ~~
3) Ek aurat akeli hoti hai … lekin zalim samaaj ko yeh nahi bhoolna chahiye … ki ek talwar bhi akeli hoti hai
by Aruna Irani
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
4) Main aayi toh thi tumhe phasane, par khud hi tumhare pyar mein phas gayi … tumhe qaid karne ke liye jaal bichaya tha maine, aur khud hi qaidi ban gayi
by Divya Dutta
in Drama
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
5) Kitna pyar hai tumhari aankhon mein … jin mein wafaa ki jhalak nazar aati hai … jin mein dokhe ka zehar nahi, pyar ka amrit hai
by Mukul Dev
in Romance
tagged as: Lies & Cheating, Romance

~~ ~~
6) Maine tujhe joh izzat di, tune usse meri buzdilli samjha … maine tujhe joh maan diya, tune uska bahut gumaan kiya … lekin sach toh yeh hai ki tu kisi izzat ke layak hi nahi hai
by Aruna Irani
in Drama
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Iski Topi Uske Sarr (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *