Information of Bollywood movie Jaani Dushman (1979)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Jaani Dushman released in year 1979.
Genre Action, Horror, Mystery, Romance
Persons
Actor
Sunil Dutt, Sanjeev Kumar, Shatrughan Sinha, Vinod Mehra
Director
Rajkumar Kohli
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Joh mard hote hai woh apni chaati pe vaar toh seh sakte hai … lekin doosron ki peeth par chupke vaar nahi kar sakte hai
by Shatrughan Sinha
in Men
tagged as: Action, Men
~~ ~~
2) Mard tayaari nahi karte … hamesha tayaar rehte hai
by Sunil Dutt
in Men
tagged as: Men
~~ ~~
3) Dil dukh ki aag mein jalta hai … toh aasoon bankar behne lagta hai
by Sanjeev Kumar
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness
~~ ~~
4) Yeh sab kuch sunne ke baad … maut hamare liye inaam hogi aur zindagi sazaa
by Sanjeev Kumar
in Death
tagged as: Death, Drama, Life
~~ ~~
5) Hum mein joh cheez pasand aa jaye … pehle hum haath jodhkar maangte hai … aur agar na mile toh, haath todhkar le lete hai
by Shatrughan Sinha
in Action
tagged as: Action, Drama
~~ ~~
6) Jaani dushman samajh loon aaisi nahi hai tu … magar joh maine samjha tha waise bhi nahi hai tu
by Shatrughan Sinha
in Shayari
tagged as: Enemy, Shayari
~~ ~~
7) Kangan pehne nahi jaate … pehnaye jaate hai
by Reena Roy
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
8) Joh haare woh anari hai … aur joh jeete wohi khiladi hai
by Sunil Dutt
in Defeat & Failure
tagged as: Defeat & Failure, Victory & Success
~~ ~~
9) Dharam ka rishta janam ke rishtey se bhi bada hota hai
by Sarika
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
10) Tumhare mooh se jitne jhoot niklenge … main utni goliyan tumhare seene mein daal doonga
by Sanjeev Kumar
in Lies & Cheating
tagged as: Action, Lies & Cheating
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Jaani Dushman (1979), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply