Information of Bollywood movie Jail (2009)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Jail released in year 2009.
Genre Culture, Drama, Horror, Foreign
Persons
Actor
Neil Nitin Mukesh, Mugdha Godse, Manoj Bajpai, Arya Babbar
Director
Madhur Bhandarkar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Politics ka bukhaar bura hota hai, kursi ka khumaar bura hota hai … is desh ke netaon se bachke rehna doston, in logon ka toh pyar bhi bura hota hai
in Shayari
tagged as: Politics, Shayari
~~ ~~
2) Aaj se har saans aapki ghulam hogi, har pal aapko salaam hoga … niklega jab dum mera, toh zuban pe bas aap hi ka naam hoga
in Shayari
tagged as: Shayari
~~ ~~
3) Dekhunga yeh khula aasman doobara kabhi socha na tha … maan jayega mera rootha khuda kabhi socha na tha … gham mein bahut roya ab talak ghalib … khushi se ro padunga ek din kabhi socha na tha
in Shayari
tagged as: Happiness, Sadness, Shayari
~~ ~~
4) Nahalo, dholo, nikalo kitna bhi mail badan ka … phir bhi na nikle mail badan ka, kyun ki yeh pani hai jail ka
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
5) Sapno ko bikharte dekha hai yahan … umeedo ko simatte dekha hai yahan … suna hai yahan bighade huon ko sudharte hai … magar sudhre hue ko bighadte dekha hai yahan
in Shayari
tagged as: Dreams, Shayari
~~ ~~
6) Dushman ko bhi jail ki zindagi mile na kabhi … ja tujhe zindagi mubarak, hum bhi niklenge kabhi na kabhi
in Shayari
tagged as: Enemy, Life, Shayari
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Jail (2009), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply