Jeet (1996) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Jeet 1996 Information of Bollywood movie Jeet (1996)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Jeet released in year 1996.

Genre Drama

Persons
Actor
Sunny Deol, Salman Khan, Karisma Kapoor, Tabu, Amrish Puri, Alok Nath, Dalip Tahil, Mohan Joshi, Deepak Shirke, Johnny Lever, Arun Khedwal, Ashish Vidyarthi
Director
Raj Kanwar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) In haathon ne sirf hathyaar chhode hai … chalana nahi bhoole
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
2) Sau kutte milkar bhi khule sher ka shikaar nahi kar sakte
by Tabu
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
3) Chehre pe itna noor tumhare, aankhon mein itna pyar … aaisa laga milkar jaise, aaj mile hai hum pehli baar
by Tabu
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
4) Hum usse hi dushman samajhte rahe … joh hamare liye masiha tha
by Karisma Kapoor
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
5) Kaash unke zulm ki mujhe khabar hoti … toh main tere jism par apna jism bicha deti
by Tabu
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon
by Sunny Deol
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
7) Laashen bicha doonga laashen!
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
8) Pattharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai … insaan banna bahut mushkil
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God, World & Universe

~~ ~~
9) Kasoor na mera hai na tera … kasoor hamare daaman ka hai … jis mein phool bhi gire … toh kaante ban gaye
by Salman Khan
in Drama
tagged as: Drama, Flowers & Trees

~~ ~~
10) Duniya ne toh apne dil nafrat se is kadhar bhar liye hai … ki kisi aur shay ke tikne ki jagah hi nahi bachi
by Tabu
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
11) Hum sab kuch chhod denge … yeh ghar, yeh duniya, yeh zindagi
by Karisma Kapoor
in House
tagged as: House, Life, World & Universe

~~ ~~
12) Police ke insaaf aur zulm mein koi farak nahi
by Tabu
in Police
tagged as: Drama, Police

~~ ~~
13) Hamari duniya daulat aur maut ka woh chakravyuh hai … jis mein ek baar dakhil ho jao, toh koi vapsi nahi
by Dalip Tahil
in Money
tagged as: Death, Money, Rowdyism

~~ ~~
14) Gutter ke gandhe pani mein agar puja ke phool mila do … toh woh Ganga jal nahi ban jata
by Alok Nath
in Flowers & Trees
tagged as: Drama, Flowers & Trees

~~ ~~
15) Aaj joh khoon apne khoon ke liye pani ho sakta hai … kal hum sabke liye zehar bhi ban sakta hai
by Mohan Joshi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
16) Agar mujhe malum hota ki mujhe dekhkar tumhare chehre pe hazaar watt ki muskaan phail jati … toh main kab ka aa chuka hota
by Salman Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Jeet (1996), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *