Information of Bollywood movie Jeevan Daata (1991)
Details on Dialogues from Bollywood movie Jeevan Daata released in year 1991.
Dialogues
1) Hamari duniya mein pehla mauka hi aakhri mauka hota hai … chahe jeene ka ho, chahe marne ka
by Gulshan Grover
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Farz ko nibhate huye jeena hi hamare jeevan ka karz hai
by Navin Nischol
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
3) Us kamine ko main dhoondkar aaisi sazaa doonga … ki us sazaa ke naam se maut tak kaanp uthegi
by Aditya Pancholi
in Action
tagged as: Action, Death
~~ ~~
4) Paap aur jurm … na toh dharam maaf karta hai, na samaaj aur na hi kanoon
by Sonu Walia
in Crime
tagged as: Crime, Law & Order, Religion & God
~~ ~~
5) Jis din nazar aaoge na … us din tumhari zindagi ko sametkar maut ki chaadar mein lapet doonga
by Kiran Kumar
in Action
tagged as: Action, Death, Life
~~ ~~
6) Kanoon mujrim ke saath kabhi haath nahi milata … uske haathon mein hathkadiyan pehnata hai
by Navin Nischol
in Law & Order
tagged as: Law & Order, Thief & Criminal
~~ ~~
7) Dukh ek aaisi cheez hai … usse jitna mehsoos karoge, woh utna hi badega
by Raza Murad
in Sadness
tagged as: Inspiration, Sadness
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Jeevan Daata (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply