Junglee (1961) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Junglee 1961 Information of Bollywood movie Junglee (1961)

Details on Dialogues from Bollywood movie Junglee released in year 1961.

Genre Romance

Dialogues
1) Is duniya mein na koi pooch ke aaya hai … aur na koi pooch ke jayega
by Saira Banu
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
2) Makkhiyon ki aadat hi aisi hoti hai … jitni baar udao, phir aa jaati hai
by Saira Banu
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
3) Insaan gir sakta hai, usool jhuk sakta hai, aur khandan tabah ho sakte hai … lekin mohabbat karne waale dil na jhuke hai … aur na kabhi jhuk sakte hai
by Shammi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Zinda rehne ke liye sirf teen cheezein zaroori hai … hansi, khushi aur phool
by Shammi Kapoor
in Happiness
tagged as: Flowers & Trees, Happiness

~~ ~~
5) Mohabbat mein kabhi aisi bhi halat paayi jaati hai … tabiyat aur ghabrati hai jab behlayi jaati hai
by Shammi Kapoor
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
6) Mohabbat sirf ek se hoti hai
by Shashikala
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
7) Bachche hasne se aam bachchon ki tarah chichore … aur rone se buzdil ban jaate hai
by Lalita Pawar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Jab pyar kisise hota hai toh dil ki uljhane aur bhi badh jaati hai
by Shammi Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Hasne waalo ko kabhi kabhi rona bhi padta hai
by Shammi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Junglee (1961), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *