Kaal Chakra (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Kaal Chakra 1988 Information of Bollywood movie Kaal Chakra (1988)

Details on Dialogues from Bollywood movie Kaal Chakra released in year 1988.

Dialogues
1) Thane aur aspataal na koi apne marzi se jaata hai … na apne marzi se aata hai
by Priya Tendulkar
in Police
tagged as: Police

~~ ~~
2) Phool murjhane se bhi kaante nahi ho jaate … us hi tarah sach ke haar jaane se woh jhooth nahi ban jaate
by Suresh Oberoi
in Flowers & Trees
tagged as: Flowers & Trees, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Sachai ki chaadar hamesha choti padh jaati hai … sar dhako toh pair khul jaate hai aur pair dhako toh sar nanga
by Sadashiv Amrapurkar
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~ ~~
4) Ek murde ko kafan pehnane mein jitna time lagta hai na … usse bhi kam time mein main tera vardi utaar sakta hai
by Ishrat Ali
in Rowdyism
tagged as: Police, Rowdyism, Time

~~ ~~
5) Duniya jalati hai dil toh kya … pyar ki thandi chaanv toh hai
by Soni Razdan
in World & Universe
tagged as: Romance, World & Universe

~~ ~~
6) Neta logon ki aadat hi hai … jab soote hai toh soote rehte hai … aur jab jagenge toh cheenkhne chilaane lagte hai
in Politics
tagged as: Comedy, Politics

~~ ~~
7) Aag se aadmi tabhi bach sakta hai jab woh khud aag ban jaaye
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
8) Insaan ki aukaat hi kya hoti hai … ek cheenk se shuru hoti hai … doosri cheenk par khatam ho jaati hai
by Suresh Oberoi
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
9) Aansoon mitkar bhi kahan mittate … phail jaate hai kabhi dhood bankar … ubhar aate hai kabhi khoon bankar … aur yahi khoon jab aankhon mein utar aata hai toh aansuyon ki barsaat ho jaati hai
by Suresh Oberoi
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
10) Main waqt ki aankh se tapka hua aansoon ka ek katra hoon … jisko mohabbat ki hatheli par agar koi sajaa le toh moti ban jaaye
by Suresh Oberoi
in Shayari
tagged as: Shayari, Time

~~ ~~
11) Har ek zindagi ek cheenk se shuru hokar ek cheenk par khatam ho jaati hai … in do cheenkho ke beech leti hui zindagi lagatar cheenkhte rehne ka naam hai
by Suresh Oberoi
in Life
tagged as: Life

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Kaal Chakra (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *