Information of Bollywood movie Kalyug (2005)
Details on Dialogues from Bollywood movie Kalyug released in year 2005.
Genre Drama, Thriller, Foreign
Dialogues
1) Yeh kalyug hai kalyug … yahan ek ki takleef doosre ka tamasha hai
by Amrita Singh
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Kayde mein rahoge toh fayde mein rahoge
by Emraan Hashmi
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism
~~ ~~
3) Andhere ko door karne ke liye … us mein diya khud hi jalana padta hai
by Kunal Khemu
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
4) Mumbai ek aaisi machine hai joh din raat chalti rehti hai
by Kunal Khemu
in City & Places
tagged as: City & Places
~~ ~~
5) Agar apne dil ki chuban se chutkara pana hai … toh doosron ke pair mein chube huye kaante ko nikalo
by Kunal Khemu
in Inspiration
tagged as: Inspiration
~~ ~~
6) Paisa ek aaisa marham hai … joh har zakhm ko bhar deta hai
by Amrita Singh
in Money
tagged as: Money
~~ ~~
7) Kabhi kabhi bahut achcha karne ke liye … thoda sa bura bhi hona padta hai
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
8) Jab sab kaam apne plan ke mutabik hone lage na … toh kuch gadbadh hoti hai
by Ashutosh Rana
in Drama
tagged as: Drama
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Kalyug (2005), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply