Information of Bollywood movie Lal Baadshah (1999)
Details on Dialogues from Bollywood movie Lal Baadshah released in year 1999.
Genre Action
Dialogues
1) Yeh tumhari maut ki lakeer hai … isse paar karne ki koshish ki toh tumhe duniya se paar kar doonga
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action, Death
~~ ~~
2) Is baar maine tumhare khilaaf itne gawah ikhatte kar liye hai … ki agar yamdoot bhi chahe toh bhi tumhara arrest warrant cancel nahi karva sakta
by Mukesh Rishi
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order, Religion & God
~~ ~~
3) Ram se bacha na Ravan, Krishna se bacha na Kans … mujhse kya bachega Thakur, tu aur tera vansh
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action, Shayari
~~ ~~
4) Hamare ek ishare par hawa bhi rukh badalti hai … mere tinke bhikere joh, jahan mein kiski hasti hai
by Amitabh Bachchan
in Shayari
tagged as: Action, Shayari
~~ ~~
5) Tumhari baadshah banne ki khwaish hai aaisi albeli … jaise raja bhoj banne koi gangu teli
by Amitabh Bachchan
in Shayari
tagged as: Comedy, Royal, Shayari
~~ ~~
6) Na takht hai na taj hai, dilon pe jiska raj hai … zameen pe jiske paon, aasman pe nigah hai … yeh sabka ladla hai, yeh Lal Baadshah hai
by Amitabh Bachchan
in Royal
tagged as: Poem, Royal
~~ ~~
7) Aadhi aadhi chai peene se chahat badti hai … chahat se dosti badti hai, dosti se pehchaan badti hai, pehchaan se naam badta hai, naam se kaam badta hai, kaam se daam badta hai aur daam se business badta hai
by Manisha Koirala
in Food & Drinks
tagged as: Business, Food & Drinks, Friendship
~~ ~~
8) Insaan ki zindagi ka sirf ek hi maqsad reh gaya hai … daulat, daulat aur daulat
by Prem Chopra
in Money
tagged as: Life, Money
~~ ~~
9) Jab jab hota hai zulmon ka haadsa … tab tab janam leta hai Lal Baadshah
in Shayari
tagged as: Royal, Shayari
~~ ~~
10) Joh khave maari dal, badal jave uki chaal … main aaisi banao kadhi, haath mein lag jaye hathkadi … joh khave maari roti, dhatke khele goti
by Manisha Koirala
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Lal Baadshah (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply