Information of Bollywood movie Mahaadev (1989)
Details on Dialogues from Bollywood movie Mahaadev released in year 1989.
Dialogues
1) Tere is haramipan ki aaisi sazaa doonga … ki cheel kauve bhi teri laash ko nahi nochenge
in Rowdyism
tagged as: Animals & Birds, Rowdyism
~~ ~~
2) In sarmayedaron ne kanoon ki haisiyat us andhe bikhari ki tarah bana di hai … jisse apna pet bharne ke liye saboot ki rotiyan chahiye … phir kyun na woh paap ke aate se bani ho aur gunaah ki bhatti mein pakki ho
by Vinod Khanna
in Law & Order
tagged as: Crime, Food & Drinks, Law & Order
~~ ~~
3) Tum sabne milkar apni maa ka dhoodh utna nahi peeya hoga … jitna is kameez par mera khoon baha hai … ab tumhare khoon mein maa ka doodh raha nahi … is liye tumhe chatti ka doodh yaad dilane chala aaya hoon
by Vinod Khanna
in Action
tagged as: Action, Food & Drinks
~~ ~~
4) Woh log jinke kandhon par insaaf aur kanoon ki imaaratein khadi hai … unke apne hi pair paap ke dal-dal mein dhasse hue hai
by Vinod Khanna
in Law & Order
tagged as: Law & Order
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Mahaadev (1989), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply