Maharaja (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Maharaja 1998 Information of Bollywood movie Maharaja (1998)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Maharaja released in year 1998.

Genre Drama

Persons
Actor
Govinda
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Maharaja woh nahi hota jiske sar par taj aur pairon ke neeche makhmal ho … maharaja woh hota hai jiske dil mein apno ke liye pyar aur baazuon mein unki raksha karne ki taqat ho
by Govinda
in Royal
tagged as: Royal

~~ ~~
2) Rehne ke liye duniya ki sabse sundar jagah insaan ka dil hota hai … tum hamare dil mein reh lena, hum tumhare dil mein reh lenge aur hamare bachche hum dono ke dil mein
by Govinda
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Hindustani ladki kitni hi aaj ke zamane ki kyun na ho … woh apne pyar ka iqraar apne zabaan se kabhi nahi karegi … ladke ko uska jawaab khud uske aankhon mein aankhen dalke jaan lena chahiye
by Manisha Koirala
in Romance
tagged as: Romance, Women

~~ ~~
4) Jaan chahe janwar ki ho ya insaan ki … jaan, jaan hoti hai … khoon chahe janwar ka gire ya aadmi ka … dard dono ko ek sa hota hai
by Govinda
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Inspiration, Life

~~ ~~
5) Shaadi byah woh rishta hota hai jisse uparwaala aasman mein tay karta hai … aur duniya waale sirf rasme poori karte hai
by Govinda
in Marriage & Wedding
tagged as: Marriage & Wedding, Religion & God

~~ ~~
6) Sauda keemat se nahi dimaag se hota hai
in Business
tagged as: Business, Money

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Maharaja (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *