Mahaveera (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mahaveera 1988 Information of Bollywood movie Mahaveera (1988)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mahaveera released in year 1988.

Genre Action

Persons
Director
Naresh Saigal
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Bahut kam baha khoon zameeno ki khatir … katte sar hazaron haseeno ki khatir
by Raaj Kumar
in Shayari
tagged as: Shayari, Women

~~ ~~
2) Kisi ka maara hua shikaar khana mera usool nahi … aur maal ko baantkar lena mera pesha nahi
by Shatrughan Sinha
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
3) Farz ki ibaadat aur usool ke maqaam par pahunchne ke liye … bahut kuch peeche chhod dena padta hai … taki farz ke raaste mein koi jazba rukavat na pehda kar sake
by Raaj Kumar
in Job & Career
tagged as: Job & Career

~~ ~~
4) Main tujhe apne nange haathon se maaronga aur woh anjaam doonga … ki marne se pehle tera dil phat jayega … aankhen pathrane se pehle bahar nikal aayengi … cheekte cheekte tere halak ki awaaz sookh jayegi
by Shatrughan Sinha
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
5) Main aandhi hoon joh ek hi saans mein hawa ka rukh badal deti hai … yehi aandhi tumhe tinke ki tarah udhake maut ke ghat tak pahuncha degi … aur woh ghat itna sookha hoga ki marte waqt joh tum pani maangoge … toh tumhe pani ki boond bhi naseeb nahi hogi
by Shatrughan Sinha
in Weather
tagged as: Death, Weather

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mahaveera (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *