Mard (1985) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mard 1985 Information of Bollywood movie Mard (1985)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mard released in year 1985.

Genre Action, Drama, History

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Amrita Singh, Dara Singh, Prem Chopra
Director
Manmohan Desai
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Meri zindagi aur maut par toh hukumat kar sakte hai aap … lekin mere dil par nahi
by Amrita Singh
in Life
tagged as: Death, Life, Romance

~~ ~~
2) Upar waala bhookha jagata zaroor hai … lekin bhookha sulata nahi
by Amitabh Bachchan
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
3) Aap logon ke dilon ko toh chukar dekh liya … ab pairon ko bhi chu lene dijiye
by Amrita Singh
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Peeth par maara hai … ab seene par khaoge
by Dara Singh
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
5) Main ghulam mulk mein pehda zaroor hua hoon … lekin mere dil ne ghulami na kabhi kubool ki hai aur na kabhi karega
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Mard ko dard nahi hota
by Amitabh Bachchan
in Men
tagged as: Action, Men

~~ ~~
7) Dahej dimak hoti hai … ghar mein basne se pehle hi ghar ko khokla kar deti hai
by Amitabh Bachchan
in House
tagged as: Animals & Birds, Drama, House

~~ ~~
8) Jiske seene mein doosro ke liye dard hota hai … asal mein wahi mard hota hai
in Men
tagged as: Drama, Men

~~ ~~
9) Hamare liye toh har maa apni maa hoti hai
by Amitabh Bachchan
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
10) Koyle ki dalaali mein haath kaale ho jate hai … magar kaala dhanda karne waalon ke toh mooh bhi kaale ho jate hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Business, Drama

~~ ~~
11) Yeh namak … namak haraamo ke zakhmo ko jalata hoga … namak halaalo ke nahi
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
12) Aaj pehli baar pata chala ki … sabhi goron ka dil kaala nahi hota
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
13) Zakhmi dil chain nahi paate … jala karte hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Mere sar par jab tak mere maa baap ka aashirwad hai … lohe ki talwar toh kya … aasman se girne waali bijliyan bhi mera kuch nahi bighad sakti
by Amitabh Bachchan
in Parents
tagged as: Action, Parents

~~ ~~
15) Naukar kitna hi bada kyun na ho jaye … uska sar … maalik ke jooton se upar nahi uth sakta
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mard (1985), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *