Mela (2000) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mela 2000 Information of Bollywood movie Mela (2000)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mela released in year 2000.

Genre Drama

Persons
Actor
Aamir Khan, Twinkle Khanna, Faisal Khan, Johnny Lever
Director
Dharmesh Darshan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Joh aurat ki hifazat karta hai woh sirf pati ya aashiq nahi hota … mard ka ek aur roop bhi hota hai … jisse bhai kehte hai
in Men
tagged as: Drama, Men

~~ ~~
2) Dost dost na raha, pyar pyar na raha … daru ke sivah zindagi mein koi karobar na raha
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Friendship, Shayari

~~ ~~
3) Bade beabroo hoke unke kooche se hum nikle … humne toh ki wafaa pe wafaa pe wafaa non-stop … phir bhi woh bewafaa nikle
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
4) Agar tujh mein dum hai saaki toh Qutub Minar ko hilake dikha … agar dum nahi hai toh mere naal beht, do goont maar … aur Qutub Minar ko hilta dekh
by Johnny Lever
in Shayari
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
5) Uske gaal, uske baal arre kya kamaal … aur uski chaal karde halaal … uski kalai hai ram duhai, pure malai … aur uska badan phoolon ka chaman … aur uski aankhen sone ke button
by Aamir Khan
in Comedy
tagged as: Comedy, Flowers & Trees

~~ ~~
6) Dekhi zamane ki yaari … bichade sabhi bari bari
by Aamir Khan
in Friendship
tagged as: Friendship

~~ ~~
7) Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai … lab tak aate aate haathon se sagar choot jaata hai
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mela (2000), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *