Information of Bollywood movie Mere Mehboob (1963)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mere Mehboob released in year 1963.
Genre Culture, Musical, Foreign
Persons
Actor
Sadhana Shivdasani, Ashok Kumar, Rajendra Kumar, Nimmi, Johnny Walker, Pran
Director
Harnam Singh Rawail
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Mujhko kyun dete ho zehar-e-zindagi … mujhko marke nagahani chahiye … dil abhi poori tarah toota nahi … doston ki meharbani chahiye
by Ashok Kumar
in Shayari
tagged as: Friendship, Life, Shayari
~~ ~~
2) Insaan ki izzat jab jaati hai jab woh sachai aur imaan ka daaman chhod deta hai … insaan ki izzat jab jaati hai jab woh apne zameer ko bech deta hai, insaaniyat ko bech deta hai, sharafat ko bech deta hai … eent aur patthar ke bane huye makaano ke bikne se insaan ki izzat nahi jaati
by Rajendra Kumar
in Inspiration
tagged as: House, Inspiration, Truth & Honesty
~~ ~~
3) Zindagi se joh kasmasaya ho … jisko marna hi raas aaya ho … woh but-e-bewafa se pyar kare jisko kutte ne kaat khaya ho
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Shayari
~~ ~~
4) Nazar ke milte hi hosh-o-awaaz kho behte … yeh ibtida hai toh kya hogi intehaa meri
by Rajendra Kumar
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
5) Husn kehte hai unhe, noor ka shola woh hai … joh kabhi door se chamka tha, woh jalwa woh hai
by Sadhana Shivdasani
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
6) Jabse thappad maine khaya, ek aafat ho gayi … aye but-e-kafir mujhe tujhse mohabbat ho gayi
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari
~~ ~~
7) Ranjhe ka dil pehlu se satka, Heer ki zulfon mein jaa atka … lekar soti hum joh satke, maa ko teri behad khatke
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
8) Har daffa khaya hai milkar thappad tujhse … mere mehboob kahin aur mila kar mujhse
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
9) Zindagi ke safar mein ek aaisa muqaam bhi aata hai … jab insaan kuch kho ke bahut kuch paata hai
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Life
~~ ~~
10) Mujhe gham khilao, mujhe aasoon pilao … taaki mere johar par nikhaar aaye … naqad nahi toh udhaar aaye
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Money, Sadness, Shayari
~~ ~~
11) Joh main khana chahta hoon woh bazar mein milega nahi katan … agar mangva sakte ho, do char mann gham mangvao foran
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Sadness, Shayari
~~ ~~
12) Himmat-e-marda toh madad-e-khuda … aur inko de mila, na kar juda
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Religion & God, Shayari
~~ ~~
13) Khuda bachaye teri mast mast aankhon se … farishta ho toh bahek jaaye, aadmi kya hai
by Pran
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
14) Sitaare doobte jaate hai hookah pee raha hoon main … har ek dum par chillum ki aag madham hoti jaati hai
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Shayari
~~ ~~
15) Kaam ki na kaaj ki … dushman meri jaan ki
in Comedy
tagged as: Comedy, Enemy, Life
~~ ~~
16) In cheezon se bhar chuka hai pet-e-natamam … ab toh kuch aur hi khane ko jee chahta hai
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Mere Mehboob (1963), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply