Mirza Ghalib (1954) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mirza Ghalib 1954 Information of Bollywood movie Mirza Ghalib (1954)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mirza Ghalib released in year 1954.

Genre Biography, Drama, History, Musical

Persons
Actor
Bharat Bhushan, Suraiya, Durga Khote, Nigar Sultana
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Hai aur bhi duniya mein sukhanavar bahut achche … kehte hai ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Poem, Shayari

~~ ~~
2) Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishaan aur … karte hai mohabbat toh guzarta hai gumaan aur … yaa rab na woh samjhe hai na samjhenge meri baat … de aur dil unko joh na de mujhko zubaan aur
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
3) Karz ki peete the main lekin samajhte the ki haan … rang layegi hamari faaqa masti ek din
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
4) Na gul-e-naghma hoon na parda-e-saaz … main hoon apne shikast ki awaaz
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Defeat & Failure, Flowers & Trees, Shayari

~~ ~~
5) Naalon se mere kab taho bala jahan nahi … kab aasman zameen, zameen aasman nahi … kehta hoon mooh se kuch main nikalta hai mooh se kuch … kehne ko yun toh hai yeh zubaan, par zubaan nahi
in Poem
tagged as: Poem

~~ ~~
6) Nikalna khuld se aadam ka sunte aaye the lekin … bahut beabroo hokar tere kooche se hum nikle
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
7) Pila de oak se saakhi joh humse nafrat hai … pyala agar nahi deta na de, sharaab toh de
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
8) Mohabbat andhi hoti hai … magar raasta dikhati hai
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Chhodunga main na us but-e-kafir ka poojna … chhode na khalq go mujhe kafir kahe bagair
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Shayari, World & Universe

~~ ~~
10) Tum salamat raho hazaar baras … har baras ke ho din pachaas hazaar
by Bharat Bhushan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
11) Ab toh ghabra ke yeh kehte hai ki mar jayenge … marke bhi chain na paya toh kidhar jayenge … hum nahi woh joh karen unka daava tujhse … balki poochega khuda bhi toh mukhar jayenge
in Poem
tagged as: Poem, Romance, Shayari

~~ ~~
12) Nahi ishq mein iska toh ranj hum mein, ke qarar-o-shakeb zara na raha … gham-e-ishq toh apna rafeeq raha, koi aur bala se raha na raha … na thi haal ki jab hum mein apni khabar, rahe dekhte auron ke aeb-o-hunar … padi apni buraiyon pe joh nazar, toh nigaah mein koi bura na raha … zafar aadmi usko na jaaniyega, ho woh kaisa hi saheb-e-fehmozaka … jisse aaish mein yaadein khuda na rahi, jisse taish mein khauf-e-khuda na raha
in Poem
tagged as: Poem, Religion & God, Romance

~~ ~~
13) Hoon giraftar-e-ulfat-e-sayaad … varna baaki hai taqat-e-parwaaz
by Bharat Bhushan
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
14) Asar usko zara nahi hota, ranj rahat fiza nahi hota … tum mere paas hote ho goya, jab koi doosra nahi hota
in Shayari
tagged as: Sadness, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mirza Ghalib (1954), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *