Miss 420 (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Miss 420 1998 Information of Bollywood movie Miss 420 (1998)

Details on Dialogues from Bollywood movie Miss 420 released in year 1998.

Genre Romance

Dialogues
1) Goli chalate waqt na tum mujhse kahoge ki mujhe maaf kardo … aur na main tumse kahoongi ki mujhe maaf kardo
by Sheeba
in Action
tagged as: Action, Drama

~~ ~~
2) Aurat 420 nahi, 840 hai … aur mera aurat malum hai 1680
by Johnny Lever
in Women
tagged as: Comedy, Husband & Wife, Women

~~ ~~
3) Desh se badhkar koi nahi hai … na rishtey, na naate, na sambandh, na koi bandhan … iski mitti se mohabbat mera imaan hai, wafaadari mera karam … is dharti ka dushman chahe bahar ho ya andar, chahe apna hi khoon ho … uska sarvanash kar dena hi mera dharam hai, mera imaan hai, mera farz hai, meri puja hai … mujhe yeh kasam hai, mujhe yeh kasam hai, mujhe yeh kasam hai
by Sheeba
in Patriotism
tagged as: Enemy, Patriotism, Truth & Honesty

~~ ~~
4) Ek nadaan dost se achcha hai ek chalaak dushman
by Mohan Joshi
in Enemy
tagged as: Enemy, Friendship

~~ ~~
5) Desh ki aan ke samne kisi ki jaan ki keemat kuch bhi nahi
by Tinnu Anand
in Patriotism
tagged as: Life, Patriotism

~~ ~~
6) Hindustani namak ki taqat hi kuch aur hai … rupayon ki laalach aur maut ka darr bhi Hindustaniyon ko gaddari karne pe majboor nahi karta
by Mohan Joshi
in Patriotism
tagged as: Death, Money, Patriotism

~~ ~~
7) Kadi se kadi milti hai toh ek zanjeer banti hai … aaiye hum sab milkar ek zanjeer banaye … tadbeer se in badnaseebon ki taqdeer banaye
by Mohan Joshi
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Miss 420 (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *