Mughal-e-Azam (1960) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mughal-e-Azam 1960 Information of Bollywood movie Mughal-e-Azam (1960)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mughal-e-Azam released in year 1960.

Genre Drama, History, Romance

Persons
Actor
Dilip Kumar, Prithviraj Kapoor, Madhubala, Durga Khote
Director
K. Asif
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai … magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai … woh insaan nahi badalta
by Dilip Kumar
in Romance
tagged as: Luck & Destiny, Romance, World & Universe

~~ ~~
2) Phool toh murjha jaate hain … lekin kaante daaman thaam lete hain
by Madhubala
in Flowers & Trees
tagged as: Flowers & Trees, Romance

~~ ~~
3) Salim tujhe marne nahi dega … aur hum Anarkali tujhe jeene nahi denge
by Prithviraj Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Duniya mein dilwale ka saath dena … daulat waale ka nahi
by Dilip Kumar
in Drama
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
5) Mohabbat humne maana zindagi barbad kar deti hai … yeh kya kam hai ki marr jaane pe duniya yaad karti hai
by Dilip Kumar
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari, World & Universe

~~ ~~
6) Main tumhari aankhon mein apni mohabbat ka ikraar dekhna chahta hoon
by Dilip Kumar
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
7) Mera dil bhi apka koi Hindustan nahi … jispar aap hukumat kare
by Dilip Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Kaaton ko murjhane ka khauf nahin hota
by Madhubala
in Flowers & Trees
tagged as: Drama, Flowers & Trees

~~ ~~
9) Mera jism zaroor zakhmi hai … lekin meri himmat zakhmi nahi
by Ajit Khan
in Courage
tagged as: Courage, Inspiration

~~ ~~
10) Hamara Hindustan koi tumhara dil nahi … ki laundi jiski Malika bane
by Durga Khote
in Royal
tagged as: Drama, Royal

~~ ~~
11) Taj un saron par nahin rehta jinke kareeb khauf aa jaye
in Royal
tagged as: Royal

~~ ~~
12) Rajput jaan harta hai … vachan nahi harta
by Ajit Khan
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
13) Meri aankhon se mere khwab na cheeniye Shehzaade … main marr jaongi
by Madhubala
in Royal
tagged as: Drama, Dreams, Royal

~~ ~~
14) Mohabbat karne waalo ka bas itna hi hai afsana … tadapna chupke chupke, aah bharna, ghutke marr jana
by Dilip Kumar
in Romance
tagged as: Death, Romance

~~ ~~
15) Tahkhane ke bhaari darwaaze talwaron se nahi taqdeeron se khula karte hai
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
16) Mohabbat joh darti ho woh mohabbat nahin … ayyashi hai, gunaah hai
by Dilip Kumar
in Romance
tagged as: Crime, Romance

~~ ~~
17) Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge
by Prithviraj Kapoor
in Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mughal-e-Azam (1960), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *