Na Tum Jaano Na Hum (2002) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Na Tum Jaano Na Hum 2002 Information of Bollywood movie Na Tum Jaano Na Hum (2002)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Na Tum Jaano Na Hum released in year 2002.

Genre Drama, Romance

Persons
Director
Arjun Sablok
Producer
Vivek Singhania
Music
Rajesh Roshan, Raju Singh
Actor
Saif Ali Khan, Hrithik Roshan, Esha Deol, Alok Nath, Smita Jaykar, Anang Desai, Omung Kumar, Rati Agnihotri, Moushami Chatterjee, Abana Deol, Preeti Jhangiani
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Mera ek vishvas hai … mujhe lagta hai ki bhagwan ne hum sabke liye kuch na kuch tay kar rakha hai … wohi jaanta hai aur wohi faisla karta hai ki hum kab, kahan, kisse aur kaise milenge
by Hrithik Roshan
in Romance
tagged as: Religion & God, Romance

~~ ~~
2) Woh wahi hai joh kabhi kabhi mere khayalon mein aata hai … jise soochkar hi muskurane ka mann karta hai … jiski awaaz meri har saans pehchaanti hai … dil ko ussi ka intezaar hai … jise meri tarah pyar se pyar hai
by Esha Deol
in Poem
tagged as: Dreams, Poem, Romance

~~ ~~
3) Kabhi kabhi koi dhun sunne ke liye kisi saaz ki zaroorat nahi hoti … phoolon ke khilne ke liye baarish ki zaroorat nahi hoti … dil ki awaaz sunne ke liye lafzon ki zaroorat nahi hoti
by Hrithik Roshan
in Romance
tagged as: Music, Poem, Romance

~~ ~~
4) Pyar toh bas ho jaata hai, kaise? … na tum jaano na hum
by Hrithik Roshan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Tumne bachpan se lekar aaj tak mujhe bahut khushiyan di hai … har baar ek muskurahat khatam hone se pehle, ek nayi muskurahat di hai
by Alok Nath
in Happiness
tagged as: Happiness

~~ ~~
6) Woh joh bachchon jaisi bholi ho … par samajhdari us mein badhon jaisi ho … joh itni khoobsurat ho, ke usse jitni baar dekho kam lage … jiski muskurahat sabko musrane par majboor karde … aur jiski aankhen aaisi ho, ke usse jhoot kehne ka mann hi na kare … aaisi hogi woh
by Hrithik Roshan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
7) Vishvas sirf dekhne se nahi hota hai … vishvas dil se hota hai, manne se hota hai
by Alok Nath
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
8) Zindagi mein khush rehne ke liye sirf teen cheezon ki zaroorat hoti hai … achcha khana, achchi gaadiyan aur achchi ladkiyan
by Saif Ali Khan
in Life
tagged as: Food & Drinks, Life, Transportation

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Na Tum Jaano Na Hum (2002), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *