Nagin (1976) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Nagin 1976 Information of Bollywood movie Nagin (1976)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Nagin released in year 1976.

Genre Fantasy, Horror, Musical, Thriller

Persons
Actor
Rekha, Jeetendra, Reena Roy, Feroz Khan, Kabir Bedi, Vinod Mehra, Anil Dhawan, Sanjay Khanna, Sunil Dutt, Mumtaz, Prem Nath, Yogeeta Bali, Neelam Mehra, Aruna Irani, Prema Narayan, Heena Kausar, Ranjeet, Anita Guha, Tun Tun
Producer
Rajkumar Kohli
Music
Laxmikant-Pyarelal
Director
Rajkumar Kohli
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Dil ke kuch taar aaise hote hai jinse woh khabaren bhi mil jaati hai … joh bheji nahi jaati
by Feroz Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Nagin dushman ko maarne ke liye kabhi kabhi insaan ka roop dharan kar leti hai … lekin tumhare jaisa insaan ki shakal mein naag aaj tak pehda nahi hua
by Feroz Khan
in Enemy
tagged as: Animals & Birds, Drama, Enemy

~~ ~~
3) Pati patni ka rishta faulad se zyada mazboot hota hai … joh lakhon hathodon ke zor se bhi toda nahi ja sakta … aur kabhi kabhi ek phool se zyada nazuk hota hai … joh saans ki garmi se bhi ulaz-julaz jaye
by Sanjay Khan
in Husband & Wife
tagged as: Flowers & Trees, Husband & Wife

~~ ~~
4) Yeh aankhen kisi aur ko dikhana … varna tumhare is chaupte se yeh do button nikalkar apne kurte mein fit kar doonga
by Ranjeet
in Rowdyism
tagged as: Clothes & Shoes, Rowdyism

~~ ~~
5) Nastik ko aastik banana uparwaale ka bayen haath ka khel hai
by Prem Nath
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
6) Shaadi ek yagya hota hai … jis mein aadmi ko sukh paane ke liye apne ahankar ki aahuti deni padti hai
by Sanjay Khan
in Marriage & Wedding
tagged as: Happiness, Marriage & Wedding

~~ ~~
7) Mard do zaat ke hote hai … ek joh bewakoof pehda hote hai … doosre joh bewakoof banaye jaate hai
by Reena Roy
in Men
tagged as: Comedy, Men

~~ ~~
8) Maika ladki ke liye ek sarai jaisa hota hai … jahan aadmi raat bhar aaram toh kar sakta hai … lekin zindagi bhar ka thikana nahi kar sakta
by Sanjay Khan
in House
tagged as: House, Life, Women

~~ ~~
9) Aankhon hi aankhon mein ishaare ho gaye … hum tumhare aur tum hamare ho gaye
by Sanjay Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
10) Dharam ki aag se dil ke chirag jalte hai … bhatakne waale issi roshni mein jalte hai
in Shayari
tagged as: Religion & God, Shayari

~~ ~~
11) Duniya mein sabse buri aag badle ki aag hoti hai … chahe woh kisi insaan mein ho ya janwar mein
by Reena Roy
in Revenge
tagged as: Animals & Birds, Revenge

~~ ~~
12) Nagin ka nasha sharaab aur aurat ke nashe se zyada hota hai
by Reena Roy
in Women
tagged as: Food & Drinks, Women

~~ ~~
13) Bhagyawan wohi hoti hai joh do kandhon pe savaar apne babul ke ghar se jaati hai … aur char kandhon pe savaar apne dulha ke ghar se nikalti hai
by Sanjay Khan
in Women
tagged as: Drama, House, Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Nagin (1976), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *