Namak Halaal (1982) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Namak Halaal 1982 Information of Bollywood movie Namak Halaal (1982)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Namak Halaal released in year 1982.

Genre Action, Comedy, Drama, Mystery

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Smita Patil, Parveen Babi, Om Prakash, Waheeda Rehman, Suresh Oberoi, Kamal Kapoor, Ranjeet, Satyendra Kapoor, Ram Sethi
Director
Prakash Mehra
Producer
Prakash Mehra
Music
Bappi Lahiri
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) I can talk english, I can walk english, I can laugh english … because english is a very funny language
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
2) Kamre tak chhodne waale kabhi kabhi kamre ke andhar tak aa jaate hai
by Parveen Babi
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
3) Is duniya mein rehna hai … toh judaai ki aadat dalni hi padti hai
by Om Prakash
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
4) Yeh prem rog hai … shuru mein dukh deta hai … bad mein bahut dukh deta hai
by Shashi Kapoor
in Romance
tagged as: Romance, Sadness

~~ ~~
5) Is umar mein toh mann mein masti hoti hai, dil mein ek tarang hoti hai aur seene mein armaan hote hai … tujhe kuch nahi hota?
by Om Prakash
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
6) Lagta hai tumhara napaak khoon mere hi haathon hona likha hai
by Shashi Kapoor
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
7) Naari ka doosra naam seva hi toh hai
by Smita Patil
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
8) Aaisi choti aur ghatiya baat karke aap hamare samne chote aur ghatiya nazar aane lage hai
by Shashi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Joh darwaaze pehle se hi khule hoon … woh khat-khataye nahi jaate
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Is duniya mein insaan do baar janam leta hai … ek baar maa ki kok se pehda hokar ghar aata hai … aur doosri baar ghar se nikalkar duniya mein jaata hai
by Om Prakash
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
11) Palne waala pehda karne waala se kahin uncha hota hai … maa toh sirf janam deti hai na … lekin zindagi deti hai palne waali
by Amitabh Bachchan
in Parents
tagged as: Drama, Life, Parents

~~ ~~
12) Kabhi kabhi khushi ke khatir gham ko gale lagana padhta hai
in Happiness
tagged as: Happiness, Sadness

~~ ~~
13) Ab tak tune meri namak halaali dekhi hai … ab meri namak haraami dekhna
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Joh talwar se nahi marte … woh pyar se marr jaate hai
by Satyendra Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
15) Bhai bahut badiyan, bahut badiyan, bahut badiyan!
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
16) Paapi ko mat maaro … paapi ke dil ke andhar joh shaitaan behta hua hai, usse maaro
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Namak Halaal (1982), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *