Naseeb (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Naseeb 1997 Information of Bollywood movie Naseeb (1997)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Naseeb released in year 1997.

Persons
Actor
Govinda, Mamta Kulkarni
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Pyar hum dono ne kiya … magar tadapna sirf mere naseeb mein aaya
by Govinda
in Romance
tagged as: Luck & Destiny, Romance, Sadness

~~ ~~
2) Mohabaat ka dard bada jaan leva hota hai
by Govinda
in Romance
tagged as: Death, Romance, Sadness

~~ ~~
3) Bhare saawan mein reghistaan lagta hai … yeh ghar mera khali makaan lagta hai
by Govinda
in Shayari
tagged as: House, Shayari, Weather

~~ ~~
4) Jab maine apne dil mein rehne waalon ke jaane ka afsoos nahin kiya … toh ghar se jaane waalon ki parvah kya karoonga
by Govinda
in Drama
tagged as: Drama, Family, House

~~ ~~
5) Mujhko lambi umar ki dua na do … jitni ghuzri nagawar ghuzri
by Govinda
in Life
tagged as: Drama, Life, Sadness

~~ ~~
6) Gham se khali nahi jism ka kona koi … hum rahe na rahe, hum pe mat rona koi
by Govinda
in Shayari
tagged as: Drama, Sadness, Shayari

~~ ~~
7) Maine kabhi tumhare jism se nahin … tumhari aatma se pyar kiya
by Govinda
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
8) Mohabbat ko samajhna hai agar toh dariya mein kuda kar … kyun ki kinare pe ukhudu bahetne se andaaz-e-toofan nahi hota
by Govinda
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari, Weather

~~ ~~
9) Auron ke liye gunaah sahi … hum piye toh shabaab banti hai … arre sau ghamo ko nichodne ke baad … ek katra sharaab banti hai
by Kader Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
10) Kispe kare yakeen, kisse kare gilla … mere naseeb ne mera yeh haal kar diya
by Govinda
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Shayari

~~ ~~
11) Jitni tumhari saal bhar ki kamai hai … utne rupaiy ke surf aur sabun se … meri haveli ke farsh dhoye jaate hai
by Govinda
in House
tagged as: Comedy, House, Royal

~~ ~~
12) Zindagi toh khuda ki rehmat hai … joh nahi samjha uski zindagi pe laanat hai
by Kader Khan
in Shayari
tagged as: Life, Religion & God, Shayari

~~ ~~
13) Yeh India hai India … yahan par aurat deewar se toh gir sakti hai … magar apne mayaan se nahi
by Govinda
in Women
tagged as: City & Places, Drama, Women

~~ ~~
14) Paal le koi rog nadan zindagi ke vaaste … sirf sehat ke sahare zindagi katti nahi
by Govinda
in Shayari
tagged as: Comedy, Life, Shayari

~~ ~~
15) Ladki toh hoti hi hai tyag ka zehar peene ke liye
by Mamta Kulkarni
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
16) Zindagi ke faisle naseeb karta hai … maa baap nahi
by Mamta Kulkarni
in Life
tagged as: Life, Luck & Destiny, Parents

~~ ~~
17) Kisi shaitan ki di hui saugaat se … kisi insaan ki di hui khairaat zyada achchi hai
by Rahul Roy
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
18) Aurat us waqt tak Sita Savitri hoti hai, jab tak uska pati Ram aur Satyavan hota hai … jis din yeh maryada tootti hai na, aurat ek aaisa uljha hua sawaal ban jaati hai … jisse koi mard suljha nahi sakta
by Mamta Kulkarni
in Women
tagged as: Drama, Men, Women

~~ ~~
19) Koi mard kisi kulta ke maang mein apne naam ka sindoor bardaasht nahi kar sakta
by Rahul Roy
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife

~~ ~~
20) Yeh kaide kanoon … hum gareebo ko insaaf dilane ke liye nahi … balki ameero ki sahuliyat ke liye hai
by Saeed Jaffrey
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
21) Mujh jaise dost baat maar sakte hai … magar kabhi laat nahi maar sakte
by Govinda
in Friendship
tagged as: Comedy, Friendship

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Naseeb (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *